HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Le? | HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Apply Kare? HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Paaye? HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Le Sakte Hai? – Yojnapolicy
cardcredit card

HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Le? | HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Apply Kare? HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Paaye? HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Le Sakte Hai?

Namakar bhaiyo aur kaise ho aap sab..

Aaj ki iss post mein hum log baat Karne waale
hai banking related ek alag topic par charcha jo ki aap sabhi logo ke liye
kaafi zyada important hone waali hai jaise ki sabse pahle humne banking
facilities ke kaafi alag alag portion ko cover kiya hai to aese mein baat aati
hai ki aaj hum banking facilities ki kis services ke upar charcha kare to mai
aap logo ko bata doo ki waise aap logo ne debit card or credit card ke baare
mein zaroor se suna hoga aur in topic ke upar bhi aapko variation mil jaati hai
jin variation mein aapko in depth information milti hai to aaj hum yah janenge
ki aap log credit card kaise le sakte hai aur saath hi kisi bhi ek bank ke
particular ek credit card ke upar baat karne waale hai..

To aaj ke iss post mein hum log baat karne waale
hai HDFC Bank se aap log credit card kaise le sakte hai to yah bhi jaan lete
hai ki HDFC Bank ke kis credit ke baare mein baat kar rahe hai to aapko bata de
HDFC Bank ka Millennia Credit Card kaise le sakte hai aur saath hi kaise aap
log HDFC Bank Millennia Credit Card kaise apply karenge iske liye aap iss post
ko pora end Tak read kare..

HDFC Bank Millennia Credit
Card Kya Hai?

To aayiye aapko bata doo ki aakhir kya hai HDFC
Bank Millennia Credit Card to isme aapko poori jaankari mai deta hoon iss bare
mein to mai apko bata doo ki jaise ki baaki ke aap credit card use karte hai
aur baaki ke jaise banks ke credit card hote hai usse kaafi alag aapko credit
debit card dekhne ko milta hai HDFC Bank Millennia Credit Card mein jaha par
aapko yah bata doo mai ki HDFC Bank Millennia Credit Card ka advantage kaafi
alag hai aur iske use kaafi behatrin saabit ho sakti hai..

To aapko bata de ki HDFC Bank Millennia Credit
Card ek online platform ka use karne waale logo ke liye kaafi behtareen credit
card mein se ek hai jisme online shopping karne waale logo aur transaction
karne waale logo ko kaafi accha cashback mil sakta hai aur yahi nahi jab aap
log HDFC Bank Millennia Credit Card ka use par cashback aapko sirf online hi nahi
offline shopping ke basis par aapko mil jaata hai….
xxxxHDFC Bank Millennia Credit
Card Benifits?

To ab hum yah baat karte hai ki aapka HDFC Bank
Millennia Credit Card ka kya benifits hai..

Cashback benifits aapko shuruaati time par mil
jaata hai jab aap log credit card ka use offline or online shopping par karte
hai tabb..

Jab aap HDFC Millennia Credit Card ka use karte


hai tab aapko ispe dining benifits milte hai jisse good food trail dining
program mein dekhne ko milta hai..

Jab aap kahi bhi online purchasing karte hai to
2000 ke buying value par 2.5% ka discount ke saath..

And jab aap log iss card ka use payzapp or
smartbuy ke through karte hai to 2000 ke purchasing par 5% ka discount mil
jaata hai..

Aur kucch inhi hisab se aapko ek mahine ke according
750 rupees tak ka cashback mil sakta hai jo ki kaafi attractive hoga..

Aap lounge exprees ka use kar sakte hai airport
par use sirf 2 rupees ke use se..

Aapko fuel surcharge par bhi discount mil jaata
hai jab  aap 400 rupees ke extra fuel purchasing par HDFC Millennia Credit
Card use par mil jaata hai..

Jab aap log HDFC Bank Millennia Credit Card lete
hai to aapko welcome gift milta hai 1000 rewards points ke tor par jo ki aapko
100000 ke buying par mil jaata hai jab aap iss card ka use karenge…

Jab aap HDFC Bank Millennia Credit Card lete hai
to shuruaat mein aapse joining fee lete hai par jab aap iss card ka use 30000
rupees tak ka expenses karte hai to aapko joining fee maaf ki jaati hai 90 days
ke according..

And jab aap 100000 rupees ka expenses iss card
ke through karte hai to aapko yearly subscription charges bhi free kar dee jati
hai..

HDFC Bank Millennia Credit
Card Eligibility?

To aayiye jaante hai ki HDFC Bank Millennia
Credit Card ka jab aap lena chahenge to iski kya yogyata hogi..

Aapki age kam se kam 21 years and maximum to
maximum 60 years tak honi chahiye..

Aapki monthly salary 25000 rupees hona chahiye
and aap self employed hue to aapko 3.5 lakh rupees per year honi chahiye..
HDFC Bank Millennia Credit
Card Lene Ke Liye Documentation?

Aapke paas sabhi eKYC documents hone chahiye
like Aadhar Card, Pan Card, Driving Licences, Voter ID Card & Passport

Aapke address proof hone chahiye jaise ki
Electronic Bill, Telephone Bill, Aadhar Card

Income Proof hona chahiye like Salary Slip

HDFC Bank Millennia Credit
Card Lene Ke Liye Koi Joining Fee Deni Hoti Hai?

Yes .. Aapko joining fee deni hoti hai agar
aapko HDFC Bank Millennia Credit Card lena chahte hai to jiske liye aapko 1000
rupees pay karna hota hai..

HDFC Bank Millennia Credit
Card Joining Fee Cost Off?

To baat karte hai agar aap HDFC Bank Millennia
Credit Card Joining Fee aapko maaf iss condition mein ho jaati hai jab aap 90
days ke under mein 30000 rupees se zyada expense kar dete hai..

HDFC Bank Millennia Credit
Card Limit?

To yah totally depend karta hai aapke profile
portfolio par jiske basis par yah decide hota hai..

HDFC Bank Millennia Credit
Card Minimum Fee?

To baat karte hai ki aap agar HDFC Bank
Millennia Credit Card use karte hai to aapko kal se kam 5% or 200 rupees ka
cost pay karna padta hai..

                                        HDFC Bank Millennia Credit
Card Kaise Le? / HDFC Bank Millennia Credit Card Kaise Apply Kare?



To agar aap log bhi HDFC Bank Millennia Credit
Card lena chahte hai

To sabse pahle aapko HDFC Bank ki official site
par visit karna hai..

Uske baad aap HDFC Bank Millennia Credit Card ka
option aapko choose karna hai card ke section par jaakar ke

Then aapko section milega jisme sabse pahle
aapko aapko basic detail iske baad aapko apna mobile no.daalna hai..

Then aapko OTP milega sms ke through then use
valid put karna hai..

Then aapko apni personal or professional details
ko fill karna hai..

Then aapko profile par aapka credit card show
karega..

Then total credit card mein se HDFC Bank
Millennia Credit Card ko choose kare.

Then aapko office Related details daalni hai..

Then process complete karte hi aapka credit card
apply ho chuka hai…

Ab aapko consultant team ke call aane ka wait
karna hai then confirmation..

Conclusion?

To aasha hainki aapko Aaj kinyah post pasand
aayi hogi jisme humne yah jaana hai ki aap log kaise HDFC Bank Millennia Credit
Card kaise le sakte hai aur saath hi kaise apply kar sakte hai ummid karta hoon
ki aapko yah post pasand aayi hogi..

Ummid karta hoon ki aapko post pasand aayi..

“Shukriya Aapka” 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button