
Bhaiyo kaise ho
badhiya aap sab..
To aaj ki post ki wajah se aapki aaj kaafi kucch
madad hone waali hai jiska ek kaaran yah hai ki jaise ki aap yah baat acche se
jaante hai aaj ki taarikh mein bahut se log bahut kaam kar rahe hai mehnat bhi
kaafi karte hai kitne kucch log aese bhi hai jo apne apne village se migrate
hokar ke metro cities ilake mein aate hai uah sochkar ki unhen accha khasa
income source mile jisse wo apni life style mein changes kar sake..
Lekin kahi na kahi dil ke sapne ke ek kone mein
har ek vyakti chahta hai ki uske paas ek aesa asset ho jise wo apna kah sake
aur jeevan bhar uski rememberable Moments mein se ek ho to aaj ki iss post mein
hum baat karne waale hai jo ki har ek middle class families walo ka sapna hota
hai jo ki yah hota hai ki bhale chota rahe chahe bada lekin khud ka ghar hona
chahiye lekin itni badi badhti mahangayi mein shayad hi kisi ko yah affordable
lage aur fir log ise yah kahkar chhod dete hai ki hum nahi le sakte hai..
Aese mein hi aapke liye banks introduce karta hai
home loan ki facilities jo ki aapko Aaj ki post mein pata chalne waala hai jo
ki hoga ki aap log banks sr home loan kaise apply kar sakte hai to aaj hum
indusind bank ke maadhyam se home loan lene ke upar baat karne waale hai ki aap
log indusind bank se home loan kaise le sakte hai aur kaise indusind bank se
home loan apply kar sakte hai..

Indusind Bank Home Loan Kya Hai?
To sabse pahle mai bata doo ki indusind bank ho ya
koi aur bank se aap log easily home loan le sakte hai Kyunki sabhi banks mein
loan facilities aur home loan facilities aapko mil jaati hai to home loan ka
saaf matlab hota hai ki aap logo ke pass agar ghar nahi hai to ghar banwane ke
liye aap banks se loan le sakte hai jo ki aap definately indusind bank se bhi
le sakte hai aur yahi aapko iss poore post mein pata chalne waala hai..
Indusind Bank Home Loan Objectives?
To aapko bata doo ki indusind bank home loan ke
objectives hai..
New house create karne ke liye
Purane ghar ki marramat ke liye
Home loan ke tor par loan apply ki process..
Indusind Bank Home Loan Kitne Amount Tak Liya Jaa Sakta Hai
Indusind bank se aapko home loan ka amount 30-40
lakh ke around mil jaata hai aur yah usss case mein jab kisi ko naya ghar
banana ho..
Indusind bank se aapko ek renovation home loan bhi
milta hai jiske according loan aapko 15 lakh tak mil jaata hai..
Indusind Bank Home Loan Interest Rate?
To bata de ki jab aap log indusind bank se home
loan lenge ek naya ghar banane ke liye to aapko jo loan ka per annum interest
pay karna padega uski shuruaati interest 6.70% ke hisab se hoga..
Saath hi agar aap renovation loan lete hai to uski
interest rate aapko 8-12% ka interest per annum ke according pay karna pad
sakta hai..
Indusind Bank Home Loan Tanure Timing?
To aapko bata diya jaaye ki jab aap log indusind
bank se home loan apply karenge to aap log ko yah loan 30 saal ke liye liya
jaata hai lekin yah uss case mein jab ek naya ghar aap log bana rahe ho
tab lekin
Renovation loan ki condition mein aapko tanure
timing 15 saal tak ke liye mil jaata hai..
Indusind Bank Home Loan Benifits?
Aapko yaha par home loan ghar banane ke liye mil
jaata hai..
Aur saath hi home loan aap log iss case mein bhi
le sakte hai jab aapko ghar ka renovation karwana ho..
Aapko new home loan ke liye indusind bank se loan
ka amount 30-40 lakh rupees tak ka mil jaata hai..
Jisme jab aap new home banane ke liye home loan
lete hai to loan ka samay aapka 30 years tak ka mil jata hai…
Isi ke saath aapko renovation loan par loan amount
15 lakh rupee tak mil jaata hai..
Aur iss par aapko 15 years tak ka tanure timing
mil jaata hai..
Jis par aapko indusind bank se home loan lene par
per annum ka interest aapko 6-12% ke bich pay karna hota hai..
Indusind Bank Home Loan Eligibility?
Aapke paas indusind bank ka existing account hona
chahiye..
Jiski minimum age 6 months old honi chahiye..
Isi ke saath aapki age kam se kam 23 years honi
chahiye aur maximum 60 years tak
Aapke paas sabhi eKYC documents hone chahiye jaise
ki Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card, Ration Card, Passport Etc..
Isi ke saath aapke paas address proof hona chahiye
jaise ki aapke paas Electricity Bill, Telephone Bill, Passport Etc..
Saath hi jo new plot par aap ghar lena chahte hai
usse related documents hone chahiye
Aur uss property related documentation ke saath
saath aapki income details bhi mention honi kaafi zaroori hai..
Indusind Bank Home Loan Documentation?
To ab hum baat karte hai kaise aap log indusind
bank se home loan lene ke liye eligible documents hone needed hai..
Sabhi eKYC documents like Aadhar Card, Pan Card,
Voter ID Card, Driving Licences, home chahiye
2 Passport Size photograph
Form 16 application form
Address proof like Electricity Bill, Telephone
Bill, Ration Card Etc..
Signature proof like passport and Pan Card
Property Documentation like registration papers
etc..
Income tax return
Previous 12 months ka bank statement
LLP Agreement
Property title document
Indusind Bank Se Home Loan Kaise Le? | Indusind Bank Se Home
Loan Kaise Apply Kare?
Sabse pahle aapko indusind bank ke official site
par visite karna hai aur iske baad
Aapko internet banking ke through login karna hai.
Then aapko loan ke portals par click karna hai
Iske baad home loan ke option ko choose karna hai
and then
Aapko sabse pahle aapko apni basic details fill
karni hai..
Iske baad aapko apni professional details
And then jo bhi required documents hai use attach
karna hai means upload karna hai..
Then submit and apply kar dena hai..
Conclusion?
To dosto aaj ki iss post mein hum logo ne baat ki
hai aap log kis prakar se indusind bank se home loan kaise le sakte hai aur
saath hi aap log kaise indusind bank se home loan kaise apply kar sakte hai
usse hi related aapko sari baat iss post mein milegi…
Aasha karta hoon ki aapko yah post pasand aayi
hogi koi sawal ho to comments mein pooche..
“Shukriya Aapka”