How To Open Axis Bank Current Account? Eligibility, Process, Documentation | Axis Bank Current Account Open Kaise Kare? Current Account Kaise Khole Axis Bank Mein? – Yojnapolicy
Bankingcurrent accountmore

How To Open Axis Bank Current Account? Eligibility, Process, Documentation | Axis Bank Current Account Open Kaise Kare? Current Account Kaise Khole Axis Bank Mein?

Bhaiyo jaise ki aap sabhi log jaante hai ki aaj ki
taarikh mein logo ko paise ki kitni zyada zaroorat hai aur isi zaroorat ko aap
log dekhe to aapko pata chalta hoga ki log job karte hai nokarii karte hai
kucch log business bhi karte hai jisme se aap dhyaan se dekhte to aap log yah
baat bahut hi acchi tarah se jaan sakte hai jo log  job karte hai ya jo
log business karte hai unke paise ki limitation alag alag hota hai jaise ki aap
log dhyaan se dekhte hai to aap log paaoge ki job karne waale har ek vyakti ko
jo uski income hai wo mahine ke end milti hai jab ki jo vyakti business karta
hai uske paas paise ki kisi bhi tarike ki limitation aap nahi paate hai kyunki
ho sakta hai ki iss mahine uski revenue x no. of amount thi but  iske
alawa next month uska income amount pahle waale amount se zyada ya kam ho sakta
hai..

 xxxx

Most probably dekha jaata hai ki uska amount zyada hi
hota hai kyunki business mein aap yah baat jaan sakte hai ki business ko
control karne waala humesha apne business ko grow karta hai aur kyunki wo apne
business ko grow karne ko hamesah sochta hai jiski wajah se uska revenue model
hamesha upar hi rahta hai ab yaha par baat yah aati hai ki jaise ki log
business karte hai wo sabhi log paise ko normal person ki tarah paise ko bank
mein save karte hai to iska jawaab aata hai bilkul haa lekin ejk or sawal se
yah cotext ko poora change ho jaata hai jaha par agar hum yah sawaal karte hai
ki kya wo log bhi paise ko apne saving account mein rakhte hai to iska jawaab
aata hai naa kyunki business karne ke liye paise ka transaction ki speed or
more funds ki need hoti hai aese mein hum agar baat karte hai to wo humesha
aese transcation ko proceed karne maintanence etc. Chijo ke liye current
account ko mein karte hai..

 xxxx

To baat aati hai ki current account ke liye services
hai wo sabhi banks provide karti hai or normally hai ki sabhi banks provide
karwayenge to unke kucch alag terms and condition work karte hai to hum aaj
particularly baat karte hai axis bank ke baare mien ki aap log axis bank se
current account kaise open kar sakte hai or konse process/steps aapko follow
karne honge jiske basis par aapko axis banks se current account open kar sakte
hai uske liye aapko yah poora article read karna padega…

xxxx

xxxx

Axis Bank Current
Account Kya Hai?

To sabse pahle hum yah jaanenge ki actually mein
currnet account hota hai kya hai to iska normal answer dena chahoo to iska aap
log yah kah sakte hai ki jab aap log high no. Of transaction ko proceed karte
hai ya aap log jab actual more bo, of money ko kisi ke bhi paas send ya recieve
karte hai to uske liye cuurnet accounts ki zaroorat padti hai aur sirf high no.
Of transcation ko proceed hi nahi karne ke liye iske alawa kaafi zyada uses bhi
hai current account ke jiske kucch baatein mai isme mention kar raha hoon aap
zyada jaankari ke liye axis bank ke branch mein bhi visit kar sakte hai

xxxx

Note:- current account ka mostly use business purpose
ke liye kiya jaata hai jiske andar requirements, procedure maintainence or bhi
tec chijo ke liye..

 Axis Bank
Current Account Opening Benefits?

xxxx

 

To ab hum yah janenge ki aakhir Axis Bank Current
Account ko open karne ke faayde kya hai aur iske fayde se kya uses possible
hai..

1. Axis bank current account ko open karne ka
pahla fayda yah hai ki iss account ke throgh more amount of transaction ko use
kar sakte hai..

xxxx

2. Isi mein included hai jaise ki aap log more
amount of cheques, dd, withdraw etc kar sakte hai..

3. Current account ke most uses benifits faayde
mein se ek faayda yah bhi hai ki aap log isko business purpose ke liye use kar
sakte hai like Import/Export, Forex Trade etc..

4. Aur jo current account ke use karne ke terms
and conditon mein  yah baat aati ha ki aapko minimum amount ko maintai9n
karna padta hai eo average balance aapke business ke according wo manage karte
hai.

 xxxx

Axis Bank Current
Account Opening Loss?

To basically iske answer ki baat ki jaaye to yah baat
totally depend karta hai aapke perception par like ki jo koi person fix amount
and slary basis par kaam karta hai uske liye isme posuints meintion hai naa ki
business purpose ke liye…

Limited
amount of transaction

xxxx

Kucch
paise ko aapko minimum requirement ke liye fulfil karna padega

Fee
and charges applicable hote hai per year ke according

Amount
not increase by interedt because its current account not saving account

 xxxx

Axis Bank Current
Account Opening Eligibility?

1. Aapki age minimum 23+ honi chahiye..

2. Aap Axis Bank Current Account ko basicallly
business purpose ke liye open kar sakte hai..

3. Aapke paas business related documents honi
chahiye…

4. Sabhi personal documents hone chahiye aapke
paas..

xxxx

Axis Bank Current
Account Open Documentation

eKYC Personal
Documentation:-

Aadhar
Card, Pan Card, Voter ID Card etc..

Address
Proof

Passport
size photograph

Business
Documentation:-

xxxx

Business
ya company ka pan card

Board
resolution

Business
Manage karne waalo ke dirtectors ki list or saath mrei uske DIN

Faaydemand
Maalik [Owner] & FATCA ka full clearence

Business
ya company ka MOA, AOA & Certificate

Business
Or Company Certficate OR INC 21 along with ROC receipt

Business
ya company ka full Address proof verification process ke liye 

xxxx

                                   

Axis Bank Current
Account Ko Open Kaise Kare?

To b hum log yah baat jaante hai ki aap l;og kaise
bank current account ko open kaise kar sakte hai:-

Axis Bank Current
Account Opening Offline Mode

xxxx

l  To
sabse pahle aapko axis bank ke kisi bhi branch par visit karna hai jo ki aapke
ghar ke nearest ho..

l  Isi
ke saath aapko branch mein visit karne ke saath aapke paas wo sabhi personal or
business related documnets hone chahiye jo aapko required ho account opening ke
liye.

Aapko
branch mein visit karner ke saath hi sabse pahle current account opening form
ya Axis Bank Current Account Application Form ko fill karna hai..

l  Aur
sabhi required documents ko attach karna hai

Aur
bank mein form ko fullfil karke submit kar dena hai..

 xxxx

Axis Bank Current
Account Open Online Mode?

Sabse
pahle aapko Axis Bank ke official site par visit karna hai..

Iske
baad Axis Bank Current Account opening link par click karke account opening
section  par tap karna hai

Then
aapko sabse pahle mobile no. Aur basic details ko sabse pahle fill karna hai..

Then
required documentation upload kar dena hai.

Then
apni KYC Aapko video KYC ke through karna hai

And
then aapka account successfuly open ho jaayega..

 xxxx

Axis Bank Current
Account Opening Mininum Charges?

To bata de ki yah current account hai jisko business
purpose ke liye mostly open karte hai jiske liye aapko ek fix minimum amount
yaani ki raashi ko maintain karna padta hai aur uss amount ki sankhya hai 10,000
rupees/-

 xxxx

Axis Bank Current
Account GST Needed?

To baat agar hum log yah kare ki Axis Bank Current
Account opening mein waise to yah kaafi zaroori hota hai ki aapke paas GST No,
ho kyunki bina uske aap apne business ko bhi dhang se financially proceed kar
nahi sakte lekin mai agar baat karoo ki ek dam zaroori bhi nahi basically
account opening ke purpose se to nahi kyunki GST no, alawa aap apne business
documents and eKYC documents ke basis par bhi account open kar sakte hai..

 xxxx

Documents:

Aadhar
Card

Pan
Card

Voter
ID Card

NREGA

Driving
Licence

Board
Resoultion etc..

 xxxx

Axis Bank Current
Account Opening Fees?

Basically dekha jaaye to Axis Bank Current Account
opening mein kisi bhi type ka koi charge nahio dena hota iske alawa aapko
minimum 10,000/- rupees maintain karna padta hai..

Lekin haa aap ko jo minimum free service dee jaati
hai usko agar aap exceed karte hai to aapko charges pay karne padte hai like:-

High
amount and high no, of transaction karne par

Limited
cheque books issue

Overdraft
facility mein bhi aapko short term facility hi given hoti hai..

 xxxx

Kya Sikha?

To aaj humne yah jaana hai ki aap log aakhir kaise
Axis Bank Current Account open kar sakte hai aur isi ke saath humne yah bhi
jaana hai ki aakhirkaar kya facility hai Axis Bank Current Account opening kaa
aur Axis Bank Current Account opening ke liye minimum required documents kya
hona chahiye saath hi saath Axis Bank Current Account opening mein kisi prakar
ke charges and fees bhi lagta hia kya aur nahi lagta to kyun aur finally aap
log kaise Axis Bank Current Account ko open kar sakte hai..

xxxx

Ummid hai ki aapko yah post pasand aayegi agar acha
laga to article zaroor apne dosto mein share kare and cooment bhi kare..

 

Dhanyaad Aapka Article Padhne Ke Liye..

 

Jyoti Sharna

 xxxx

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button