Bhaiyo jaise ki aap sabhi log jaante hai ki aaj ki taarikh mein logo ko paise ki kitni zyada zaroorat hai aur isi zaroorat ko aap log dekhe to aapko pata chalta hoga ki log job karte hai nokarii karte hai kucch log business bhi karte hai jisme se aap dhyaan se dekhte to aap log yah baat bahut hi acchi tarah se jaan sakte hai jo log job karte hai ya jo log business karte hai unke paise ki limitation alag alag hota hai jaise ki aap log dhyaan se dekhte hai to aap log paaoge ki job karne waale har ek vyakti ko jo uski income hai wo mahine ke end milti hai jab ki jo vyakti business karta hai uske paas paise ki kisi bhi tarike ki limitation aap nahi paate hai kyunki ho sakta hai ki iss mahine uski revenue x no. of amount thi but iske alawa next month uska income amount pahle waale amount se zyada ya kam ho sakta hai..
Most probably dekha jaata hai ki uska amount zyada hi hota hai kyunki business mein aap yah baat jaan sakte hai ki business ko control karne waala humesha apne business ko grow karta hai aur kyunki wo apne business ko grow karne ko hamesah sochta hai jiski wajah se uska revenue model hamesha upar hi rahta hai ab yaha par baat yah aati hai ki jaise ki log business karte hai wo sabhi log paise ko normal person ki tarah paise ko bank mein save karte hai to iska jawaab aata hai bilkul haa lekin ejk or sawal se yah cotext ko poora change ho jaata hai jaha par agar hum yah sawaal karte hai ki kya wo log bhi paise ko apne saving account mein rakhte hai to iska jawaab aata hai naa kyunki business karne ke liye paise ka transaction ki speed or more funds ki need hoti hai aese mein hum agar baat karte hai to wo humesha aese transcation ko proceed karne maintanence etc. Chijo ke liye current account ko mein karte hai..
To baat aati hai ki current account ke liye services hai wo sabhi banks provide karti hai or normally hai ki sabhi banks provide karwayenge to unke kucch alag terms and condition work karte hai to hum aaj particularly baat karte hai axis bank ke baare mien ki aap log axis bank se current account kaise open kar sakte hai or konse process/steps aapko follow karne honge jiske basis par aapko axis banks se current account open kar sakte hai uske liye aapko yah poora article read karna padega…
Table of Contents
Axis Bank Current Account Kya Hai?
To sabse pahle hum yah jaanenge ki actually mein currnet account hota hai kya hai to iska normal answer dena chahoo to iska aap log yah kah sakte hai ki jab aap log high no. Of transaction ko proceed karte hai ya aap log jab actual more bo, of money ko kisi ke bhi paas send ya recieve karte hai to uske liye cuurnet accounts ki zaroorat padti hai aur sirf high no. Of transcation ko proceed hi nahi karne ke liye iske alawa kaafi zyada uses bhi hai current account ke jiske kucch baatein mai isme mention kar raha hoon aap zyada jaankari ke liye axis bank ke branch mein bhi visit kar sakte hai
Note:- current account ka mostly use business purpose ke liye kiya jaata hai jiske andar requirements, procedure maintainence or bhi tec chijo ke liye..
Axis Bank Current Account Opening Benefits?
To ab hum yah janenge ki aakhir Axis Bank Current Account ko open karne ke faayde kya hai aur iske fayde se kya uses possible hai..
1. Axis bank current account ko open karne ka pahla fayda yah hai ki iss account ke throgh more amount of transaction ko use kar sakte hai..
2. Isi mein included hai jaise ki aap log more amount of cheques, dd, withdraw etc kar sakte hai..
3. Current account ke most uses benifits faayde mein se ek faayda yah bhi hai ki aap log isko business purpose ke liye use kar sakte hai like Import/Export, Forex Trade etc..
4. Aur jo current account ke use karne ke terms and conditon mein yah baat aati ha ki aapko minimum amount ko maintai9n karna padta hai eo average balance aapke business ke according wo manage karte hai.
Axis Bank Current Account Opening Loss?
To basically iske answer ki baat ki jaaye to yah baat totally depend karta hai aapke perception par like ki jo koi person fix amount and slary basis par kaam karta hai uske liye isme posuints meintion hai naa ki business purpose ke liye…
l Limited amount of transaction
l Kucch paise ko aapko minimum requirement ke liye fulfil karna padega
l Fee and charges applicable hote hai per year ke according
l Amount not increase by interedt because its current account not saving account
Axis Bank Current Account Opening Eligibility?
1. Aapki age minimum 23+ honi chahiye..
2. Aap Axis Bank Current Account ko basicallly business purpose ke liye open kar sakte hai..
3. Aapke paas business related documents honi chahiye…
4. Sabhi personal documents hone chahiye aapke paas..
Axis Bank Current Account Open Documentation
eKYC Personal Documentation:-
l Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card etc..
l Address Proof
l Passport size photograph
Business Documentation:-
l Business ya company ka pan card
l Board resolution
l Business Manage karne waalo ke dirtectors ki list or saath mrei uske DIN
l Faaydemand Maalik [Owner] & FATCA ka full clearence
l Business ya company ka MOA, AOA & Certificate
l Business Or Company Certficate OR INC 21 along with ROC receipt
l Business ya company ka full Address proof verification process ke liye
Axis Bank Current Account Ko Open Kaise Kare?
To b hum log yah baat jaante hai ki aap l;og kaise bank current account ko open kaise kar sakte hai:-
Axis Bank Current Account Opening Offline Mode
l To sabse pahle aapko axis bank ke kisi bhi branch par visit karna hai jo ki aapke ghar ke nearest ho..
l Isi ke saath aapko branch mein visit karne ke saath aapke paas wo sabhi personal or business related documnets hone chahiye jo aapko required ho account opening ke liye.
l Aapko branch mein visit karner ke saath hi sabse pahle current account opening form ya Axis Bank Current Account Application Form ko fill karna hai..
l Aur sabhi required documents ko attach karna hai
l Aur bank mein form ko fullfil karke submit kar dena hai..
Axis Bank Current Account Open Online Mode?
l Sabse pahle aapko Axis Bank ke official site par visit karna hai..
l Iske baad Axis Bank Current Account opening link par click karke account opening section par tap karna hai
l Then aapko sabse pahle mobile no. Aur basic details ko sabse pahle fill karna hai..
l Then required documentation upload kar dena hai.
l Then apni KYC Aapko video KYC ke through karna hai
l And then aapka account successfuly open ho jaayega..
Axis Bank Current Account Opening Mininum Charges?
To bata de ki yah current account hai jisko business purpose ke liye mostly open karte hai jiske liye aapko ek fix minimum amount yaani ki raashi ko maintain karna padta hai aur uss amount ki sankhya hai 10,000 rupees/-
Axis Bank Current Account GST Needed?
To baat agar hum log yah kare ki Axis Bank Current Account opening mein waise to yah kaafi zaroori hota hai ki aapke paas GST No, ho kyunki bina uske aap apne business ko bhi dhang se financially proceed kar nahi sakte lekin mai agar baat karoo ki ek dam zaroori bhi nahi basically account opening ke purpose se to nahi kyunki GST no, alawa aap apne business documents and eKYC documents ke basis par bhi account open kar sakte hai..
Documents:–
l Aadhar Card
l Pan Card
l Voter ID Card
l NREGA
l Driving Licence
l Board Resoultion etc..
Axis Bank Current Account Opening Fees?
Basically dekha jaaye to Axis Bank Current Account opening mein kisi bhi type ka koi charge nahio dena hota iske alawa aapko minimum 10,000/- rupees maintain karna padta hai..
Lekin haa aap ko jo minimum free service dee jaati hai usko agar aap exceed karte hai to aapko charges pay karne padte hai like:-
l High amount and high no, of transaction karne par
l Limited cheque books issue
l Overdraft facility mein bhi aapko short term facility hi given hoti hai..
Kya Sikha?
To aaj humne yah jaana hai ki aap log aakhir kaise Axis Bank Current Account open kar sakte hai aur isi ke saath humne yah bhi jaana hai ki aakhirkaar kya facility hai Axis Bank Current Account opening kaa aur Axis Bank Current Account opening ke liye minimum required documents kya hona chahiye saath hi saath Axis Bank Current Account opening mein kisi prakar ke charges and fees bhi lagta hia kya aur nahi lagta to kyun aur finally aap log kaise Axis Bank Current Account ko open kar sakte hai..
Ummid hai ki aapko yah post pasand aayegi agar acha laga to article zaroor apne dosto mein share kare and cooment bhi kare..
Dhanyaad Aapka Article Padhne Ke Liye..
Jyoti Sharna