Breaking News

State Bank Of India Education Loan Apply Kaise Kare? | SBI Education Loan Apply 2023

Namaskar dosto,

I hope aap sb ache honge so aaj hum bade hi ache topic pe baat krne vale hai jo harr koi relate kr sakta hai hum sabhi Apne bacho ko education dena chahte hai taaki vo achi education pa sake aur acha kama sake aur iskeliye hume unko achi se achi education system dena chahte hai jese ek private school mai admission but hr koi apne bacho ko kyu nhi padha pata kyuki vo itna afford hi nhi kr sakte iskeliye mai aapko bta du ek best option hai education loan lena ji ha log apne bacho ko education de sakte hai chahe uski kamai km hi kyu na ho education loan lene se aap apne bacho ko ache school mai to admission krva hi sakenge but jo interest aapko dena hota hai vo kaafi km hota hai jo hr middle class admni chuka sakta hai bina kisi pareshani ke.

Yeh aapko loan jo hai aur khi se nahi balki bank aapko provide karwati hai aache aur affordable interest rate par jisse aap loan easily yaha se le paye jisko aage ke content mein hum dekhenge…!

State Bank of India Education Loan kya Hai?

Yeh ek esa bank hai jaha se aap bina kisi preshani ke apni padhai ke liye loan le sakte hai waise toh aapko khi se bhi aur kisi bhi bank se aapko education loan diya ja sakta hai lekin SBI Bank unn sabhi banko se kaafi alag hai aur iski service bhi aapko alag tarike ki provide karwai jati hai jo ki  bank aapko kam interest rate par loan ko provide karwati hai taki aap log iss loan ke interest ko afford kar paye.

State Bank of India Education Loan Benefits?

1.Ek bahut bade range ko cover kiya ja sakta hai.

2.Education loan lene par jo interest rate lgta hai usme subsidy mil jati hai.

3.Yaha se loan lene par aapko tax ka benefits mil jata hai.

4.Aapka CIBIL score bulid karne mein help karega.

5.Aap course complete karne ke baad loan ko return kar sakte hai.

State Bank of India Education Loan Amount?

State Bank of India se jab aap Education Loan lete hai toh aapko yah bank kitna amount aapko apni padhai poori karne ke liye diya jata hai 10 lakh tak ka amount.

State Bank of India Education Loan Interest Rate?

Iske interest rate jo ki aap sabhi ko isko lekar mann mein doubt aa rahe honge ki iska interest kitna hai 11.15%.

State Bank of India Education Loan Tenure Duration?

Iss bank se loan lene par aapko kitna samay diya jata hai jisse aap apne loan ko easily time se chuka paye jiska time aapko diya jata hai 5-7 years tak ka.

State Bank of India Education Loan Processing Fee?

State Bank of India Education Loan ki processing pe hum baat kare toh isme No processing fee jo ki aapko loan lene par kisi bhi prakar ka Processing Fee nhi deni padti.

State Bank of India Education Loan Eligibility?

State Bank of India Education Loan lene ki eligibility criteria kuch iss prakar se hai…

1.Pahle toh aap indian residence hone chahiye.

2.Dusara yeh ki aapko admission guarantee tor par hua ho.

3.Aapka admission entrance ya merit based par selection hua ho uska proof chahiye hoga.

4.Aur isme kam marks ke basis par admission ka koi role nahi hai.

State Bank of India Education Loan Documentation?

1.Marksheet chahiye 10 aur 12 ki aur saath mein graduation ki or entrance exam result ki honi chahiye.

2.Letter conferring scholarship aur fee slip ki copies proof ke liye chahiye.

3.Proof of admission to course ke liye offer letter, admission letter aur id card hona chahiye.

4.schedule for expenses course jo aapne liye ho uska proof chahiye.

5.parents ki last 6 months ki bank statement chahiye.

6.passport size photograph honi chahiye student aur parents ki.

7.passport mandatory hai abroad students ke liye.

Visit : https://sbi.co.in/web/personal-banking/loans/education-loans

https://sbi.co.in/web/personal-banking/loans/education-loans/student-loan-scheme

State Bank of India Education Loan kaise Le?/State Bank of India Education Loan kaise Apply kare?

Online Method:-

Pahle toh aapko State Bank of India ki official website open karna hai.

SBI ke official website par login karna hai.

Jab aapke samne loan ka section open hoga then uspe click karna hai aapko.

Uske baad aapko education loan ke option par click karna hai.

Then aapko jis prakar ka education loan chahiye uss par click karna hai.

Then aapko education loan application form ko fill karna hai.

Fir aapko apni photo aur signature upload kar dena hai.

Next aapko apne necessary documents ko upload karna hai.

Sabhi term and condition ko read karke uske baad agree par tab kar de.

Advertisement

Then aapko submit ke option par click karna hai.

Agar aap eligible hai iss loan ke liye toh aapke paas notification aa jayega aur aapko loan approved ho jayega.

Offline Method:-

Pahle aap apne nearest branch mein visit kare.

Then loan department ke adikari se loan ke baare mein pooche aur bataye ki aapko education loan chahiye.

Aapko jis prakar ka loan chahiye uska form waha se borrow kare.

Education loan Application form ko acche se  bhare aur apni passport size photo ko paste kare.

Adikari dwara batate gaye sabhi jagah par signature kare.

Uske baad apne important documents ko loan application form ke saath attached kar de.

Ek baar khud se check karne ke baad waha form ko submit karwa de.

Then aapka form successful submit mana jayega.

State Bank of India Customer Support?

18001234

Conclusion?

Toh dosto jaise ki aap sabhi ne iss article ke madhyam se jaana ki education loan kya hai aur aapko isse kitne saare fayde mil sakte hai jo ki yah saari facilities humhe State Bank of India mein dekhne ko mili hai.

Ummid karti hoon aaj ka article aap sabhi ke liye faydemand raha ho.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Union Bank Of India Current Account Open Kaise Kare? | Union Bank Current Account? | Union Bank Of India Current Account Eligbility, Documentation Etc..

Namaskar sathiyao, Toh kaise hai aap sabhi asha karti hoon badiya honge Waise toh aapko …

Bank Of Baroda Current Account? | BOB Current Account Opening Online? | Bank Of Baroda Current Account Documents, Eligibility, Charges Etc..

Hello friends, Kaise ho aap sabhi log ummid hai sab thik thaak honge so aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x