Breaking News

Beam Coin Kya Hai? | BEAM Bitcoin? | Beam Bitcoin Current Price? | BEAM Coin Crypto Currency

Namaskar dosto Kaise ho aap sabhi log mai ummid karta hoo ki aap sabhi behtarin honge aur aaj ke iss article mein hum log baat karne wale hai digital currency ki dunia mein ek crypto currency ki coin ka jis coin ka naam hai Beam(BEAM)
aur yah jo coin hai kaise aap ke liye ek best crypto currency saabit hoga isi ke upar hum kaafi details mein explore karne wale hai aur janenge ki yah crypto currency aapke liye kitna zyada Beneficial ho sakta hai aur kya hai iski details depth mein aap log jaan paayenge..

Beam(BEAM) Kya Hai?

To baaki ki anya sabhi baat karne se pahle hum log yah baat kar lete hai ki aakhir yah Beam(BEAM) coin kya hai to aapko mai bata doo ki yah beam coin ek layer first ka Blockchain solution hai aur yah decentralised finance ki tarah bhi kaam karta hai aur jo layer 1 solution hai wo Blockchain ke liye refer karta hai supplement basis par aur aesa beam platform ka aim hai khudmr ki wo deliver kar sake zyada se zyada privacy and confidentiality bina kisi samjhiye aur upyogkarta ke according…

Aur saath hi yah bhi aapko batatq chaloo ki beam iss chhij ko bhi apply karta hai ki ek user friendly and mobile friendly desktop crypto wallets ke tor bhi kaam karta hai aur yah jo beam wallet ko jana jata hai kewal aur kewal uske istemal aur aesthetic ke liye..

Beam(BEAM) Total Kitne Coins Hai?

Aur ab iske baad hum log baat yah kar lete hai ki yah jo beam coin hai Beam(BEAM) iske total coins ki circulation kitni hai aur aaj tak iski supply kitni Hui hai jiske basis par aap yah kah sako ki agar aap ise chaho buy karna to kaise kar paoge to bata doo ki iss coin ki circulation 126.5 million ki hai aur itna Kam hona circulation kisi bhi coin or token ke liye wo kaafi rare hota hai..

Beam(BEAM) Itihas Kya Hai?

Thoda sa hume iske background ke bare mein bhii janna chahiye ki yah coin or token ka background kya hai jisse iske background ka bhi pata chal sake ki iss coin ne kahi na kahi grow kaise kiya to bata doo beam ko march 2018 mein released kar diya gaya tha officialy tor par aur beam coin ke team ke developer ne isme platform ko ek shared vision ki tarah dekha tha aur ise kafi rochak aur confidential banane ke liye isko reliable crypto currency solution ki tarah use mein laya gaya

Iska first version ek main net Blockchain ke saath mein samne aaya jo ki January 2019 tha..

Beam(BEAM) Kharide Kaise?

To abhi huk baat kar chuke hai iske kaafi details ke bare mein jaha par aap logo ne jaana hai ki yah Beam(BEAM) coin kya hai aur kaise work karta hai lekin ab yah janne ki zaroorat hai ki agar aap ise kharidane chahte hai aur wo especially mere recommendation ki wajah se to bata doo ki waise to kaafi platform yah claim karte hai ki wo aapko yah coin providr karwate hai to mai aapko sirf ese platform ke bare mein bataunga jo certification ke sath mein aate hai..

Sabse pahle issme hoga WazirX, Coinbase, CoinSwitch, Kuberswitch etc yah kuch platform hai jaha se aap log buy kar sakte hai iss coin ko.

Beam(BEAM) Current Price Kya Hai?

To abhi hum yah baat karte hai ki abhi recently mein means ki Current mein kya pricing kya chal rahi hai iss
Beam(BEAM) ki ek unit ki kya pricing hai to mai aapko bata doo ki ₹14.96 rupees iske Beam(BEAM) ke one unit ko buy karne ke liye aapko iss price ko pay karna padega…

Beam(BEAM) Market Cap Kitni Hai?

To ab hum baat agar ye kare ki market volume kya hai iss coin ki Beam(BEAM) coin ki jisse iss bat ka andaza lag sake ki iss coin ki market value or volume kya hogi jo ki iske market cap ke nam se jani jati hai to mai aapko bata doo abhi ki Current market cap abhi ₹1.9 rupees billion hai to iske hisab se kaafi accha value point aaya hai samne..

Beam(BEAM) Sabse High Price Kitni Rahi Hai?

To baat agar ye kare ki iss crypto currency means coin ki Beam(BEAM) ki basic se zyada hi hum iske details ke bare mein baat kar hi chuke hai to baat ab yah hai ki iss coin ki sabse zyada high price kitni rah chuki hai jisse possibility rahe ki uss point par bhi kabhi yah pahunch sakta hai to bata de ki iski sabse xyada highest amount of value kisi ek unit ke liye rahti hai to bata doo ₹260.70 rupees per one unit of Beam(BEAM) ke liye rahi hai

Beam(BEAM) 24 Hours Ka Trading Volume Kitni Rahi?

To ab hum baat yah karte hai ki iss crypto currency Beam(BEAM) coin ki trading activity iske details se hi pata chal rahi hai lekin baat aati hai iske trading volume ki maatr 24 hours ke andar mein iski trading volume kya rahi hai jisse iski trending ki khabar ho sake ki ye coin abhi kitni recent mein hai to bata doo ki  ₹122.8 million rupees rahi hai .

Advertisement

Beam(BEAM) Typical Holding Time Kitni Hai?

To abhi hum log baat kar lete hai ki agar aap iss coin ke stake ko hold karke rakhte hai Beam(BEAM) coin ki aur agar aap soch rahe ho ki aapko iss coin ke medium se profit generation mein jaakar ke revenue ko generate karna hai to mai aapko bata doo according to the coinbase lagbhag 26 days ke stake ko hold karne ke baad sell karke aap Beam(BEAM) se profit kama sakte hai..

Conclusion?

To dosto humara aaj ka yah article khatam hota hai jaha par hum logo ne jaana hai ki aakhir yah Beam(BEAM) coin kya hai aur kaise kaam karta hai saath hi iski sabhi details ko hum logo ne explore kiya hai aur aap log agar article ko poora padhte hai to aap yah samajh jaayenge ki kya aapko iss coin ko buy karke stake karna chahiye ya nahi ..

Aasha hai article pasand aayi ho..

Aashish Kummarr  

About Aashish Kummarr

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x