Breaking News

Indusind Bank Se Home Loan Kaise Le? | Indusind Bank Se Home Loan Kaise Apply Kare? | Indusind Bank Se Loan Kaise Le? | Indusind Bank Home Loan Apply Online? | Indusind Bank Se Housing Loan Apply Kaise Kare?

Bhaiyo kaise ho badhiya aap sab..

To aaj ki post ki wajah se aapki aaj kaafi kucch madad hone waali hai jiska ek kaaran yah hai ki jaise ki aap yah baat acche se jaante hai aaj ki taarikh mein bahut se log bahut kaam kar rahe hai mehnat bhi kaafi karte hai kitne kucch log aese bhi hai jo apne apne village se migrate hokar ke metro cities ilake mein aate hai uah sochkar ki unhen accha khasa income source mile jisse wo apni life style mein changes kar sake..

Lekin kahi na kahi dil ke sapne ke ek kone mein har ek vyakti chahta hai ki uske paas ek aesa asset ho jise wo apna kah sake aur jeevan bhar uski rememberable Moments mein se ek ho to aaj ki iss post mein hum baat karne waale hai jo ki har ek middle class families walo ka sapna hota hai jo ki yah hota hai ki bhale chota rahe chahe bada lekin khud ka ghar hona chahiye lekin itni badi badhti mahangayi mein shayad hi kisi ko yah affordable lage aur fir log ise yah kahkar chhod dete hai ki hum nahi le sakte hai..

Aese mein hi aapke liye banks introduce karta hai home loan ki facilities jo ki aapko Aaj ki post mein pata chalne waala hai jo ki hoga ki aap log banks sr home loan kaise apply kar sakte hai to aaj hum indusind bank ke maadhyam se home loan lene ke upar baat karne waale hai ki aap log indusind bank se home loan kaise le sakte hai aur kaise indusind bank se home loan apply kar sakte hai..

Indusind Bank Home Loan Kya Hai?

To sabse pahle mai bata doo ki indusind bank ho ya koi aur bank se aap log easily home loan le sakte hai Kyunki sabhi banks mein loan facilities aur home loan facilities aapko mil jaati hai to home loan ka saaf matlab hota hai ki aap logo ke pass agar ghar nahi hai to ghar banwane ke liye aap banks se loan le sakte hai jo ki aap definately indusind bank se bhi le sakte hai aur yahi aapko iss poore post mein pata chalne waala hai..

Indusind Bank Home Loan Objectives?

To aapko bata doo ki indusind bank home loan ke objectives hai..

New house create karne ke liye

Purane ghar ki marramat ke liye

Home loan ke tor par loan apply ki process..

Indusind Bank Home Loan Kitne Amount Tak Liya Jaa Sakta Hai?

Indusind bank se aapko home loan ka amount 30-40 lakh ke around mil jaata hai aur yah usss case mein jab kisi ko naya ghar banana ho..

Indusind bank se aapko ek renovation home loan bhi milta hai jiske according loan aapko 15 lakh tak mil jaata hai..

Indusind Bank Home Loan Interest Rate?

To bata de ki jab aap log indusind bank se home loan lenge ek naya ghar banane ke liye to aapko jo loan ka per annum interest pay karna padega uski shuruaati interest 6.70% ke hisab se hoga..

Saath hi agar aap renovation loan lete hai to uski interest rate aapko 8-12% ka interest per annum ke according pay karna pad sakta hai..

Indusind Bank Home Loan Tanure Timing?

To aapko bata diya jaaye ki jab aap log indusind bank se home loan apply karenge to aap log ko yah loan 30 saal ke liye liya jaata hai lekin yah uss case mein jab ek naya ghar  aap log bana rahe ho tab lekin

Renovation loan ki condition mein aapko tanure timing 15 saal tak ke liye mil jaata hai..

Indusind Bank Home Loan Benifits?

Aapko yaha par home loan ghar banane ke liye mil jaata hai..

Aur saath hi home loan aap log iss case mein bhi le sakte hai jab aapko ghar ka renovation karwana ho..

Aapko new home loan ke liye indusind bank se loan ka amount 30-40 lakh rupees tak ka mil jaata hai..

Jisme jab aap new home banane ke liye home loan lete hai to loan ka samay aapka 30 years tak ka mil jata hai…

Isi ke saath aapko renovation loan par loan amount 15 lakh rupee tak mil jaata hai..

Aur iss par aapko 15 years tak ka tanure timing mil jaata hai..

Jis par aapko indusind bank se home loan lene par per annum ka interest aapko 6-12% ke bich pay karna hota hai..

Indusind Bank Home Loan Eligibility?

Aapke paas indusind bank ka existing account hona chahiye..

Jiski minimum age 6 months old honi chahiye..

Isi ke saath aapki age kam se kam 23 years honi chahiye aur maximum 60 years tak

Aapke paas sabhi eKYC documents hone chahiye jaise ki Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card, Ration Card, Passport Etc..

Isi ke saath aapke paas address proof hona chahiye jaise ki aapke paas Electricity Bill, Telephone Bill, Passport Etc..

Saath hi jo new plot par aap ghar lena chahte hai usse related documents hone chahiye

Aur uss property related documentation ke saath saath aapki income details bhi mention honi kaafi zaroori hai..

Indusind Bank Home Loan Documentation?

To ab hum baat karte hai kaise aap log indusind bank se home loan lene ke liye eligible documents hone needed hai..

Sabhi eKYC documents like Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card, Driving Licences, home chahiye

2 Passport Size photograph

Form 16 application form

Address proof like Electricity Bill, Telephone Bill, Ration Card Etc..

Signature proof like passport and Pan Card

Property Documentation like registration papers etc..

Income tax return

Previous 12 months ka bank statement

LLP Agreement

Property title document

   

Indusind Bank Se Home Loan Kaise Le? | Indusind Bank Se Home Loan Kaise Apply Kare?

Sabse pahle aapko indusind bank ke official site par visite karna hai aur iske baad

Aapko internet banking ke through login karna hai..

Then aapko loan ke portals par click karna hai

Iske baad home loan ke option ko choose karna hai and then

Aapko sabse pahle aapko apni basic details fill karni hai..

Iske baad aapko apni professional details

And then jo bhi required documents hai use attach karna hai means upload karna hai..

Then submit and apply kar dena hai..

Conclusion?

To dosto aaj ki iss post mein hum logo ne baat ki hai aap log kis prakar se indusind bank se home loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log kaise indusind bank se home loan kaise apply kar sakte hai usse hi related aapko sari baat iss post mein milegi…

Aasha karta hoon ki aapko yah post pasand aayi hogi koi sawal ho to comments mein pooche..

“Shukriya Aapka” 

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Canara Bank PMMY Loan Apply Online? | Canara Bank Mudra Loan Kaise Le? | Canara Bank MSME Loan?

Hello guys, Toh kaise hai aap sabhi log ummid karti hoon behartein honge so guys …

Bank Of Baroda Mudra Yojana Loan Kaise Le? | BOB Mudra Loan Apply Online? | BOB PMMY Loan

Hello friends, Aur kaise ho aap log sabhi asha karti hoon behartein honge toh dosto …

Leave a Reply

Your email address will not be published.

x