Welcome guys kaise hai aap sabhi..
Aaj ki yah post aap sabhi logo ke liye kaafi unique aur saath hi saath kaafi interesting hone waali hai iska reasons hai ki aap iss post ko padhkar aaj proper tor par khush hone wala hai aur aesa isliye hai kyunki aapko mai bata doo ki logo ko hamesha emergency fund ki need padti hai aur jaisa ki yah chij aapse chhupi nahi hai ki aapatkalin sthiti bolkar nahi aati aur log uske liye prepare hai ya nahi wo situation ke aane ke baad apata chalta hai lekin agar aap iss need mai personal loan ki lene ki sochengey ki aap iss loan ko lekar apke jo emergency situation ko fix kar sakte hai to mai aapko bata doo ki personal loan bhi approval mein kuch samay jaata hai aese mein aapko agar kuch ek aad ghanto mein paise ki need hogi to kaha se arrange karenge aap.
Tab isi situation ko face off karne ke liye aaj ki iss post ko likha jaa raha hai jaha par aap log samajh paayenge ki aap kis tarike se ek aese loan ko le sakte hai jo ki aapke emergency fund ke need ko complete kar sakta hai to uss loan ko kahte hai payday loan aur yah loan ek particular filhaal ek hi bank mein dekhne ko milega jis bank kaa naam hai kotak mahindra bank aur aaj hum isi bank le through kaise aap payday loan lo Apply kar sakte hai iske baare mein aayiye jaante hai.
Table of Contents
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Kya Hai?
To waise to maine iska ek detailed explanation de diya hai lekin payday loan ek iss type ka loan jo ki aapko emergency fund ki sufficiency ko complete karta hai isko kaafi naam se aur bhi jana jaata hai aur isi ke saath aapko jab yah loan milega to abhi filhal kotak mahindra bank ke through hi mil sakta hai aur isi ke saath yah loan aapko keval online hi filhal mil sakta hai aur iske liye aapka account iss bank mein hona chahiye..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Benefits?
To iss loan ko lene ke fayde hai..
Aap iss loan ko online hi apply kar sakte hai
Lekin online apply ki requirement mein aapke paas kotak mahindra bank ka account hona needed hai..
Isi ke saath yah loan aapke emergency fund ke sufficiency ko complete karta hai..
Aap iss loan ko aasan emi par wapas kar sakte hai..
Iska aapko bahut affordable interest rate pay karna padta hai.
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Kitna Mil Jaata Hai?
To agar hum yah baat karte hai ki aapko kotak mahindra bank ke loan service mein payday loan ka amount kitna mil jaata hai to bata doo it’s depend your requirement aur eligibility par lekin amount ki baat kare to aapko 3000 rupees se lekar 100000 rupees tak ka loan mil jaata hai..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Interest Rate?
To baat ki jaaye ki jab aap log kotak mahindra bank ki iss payday loan ko lenge to kyunki yah overall hai to loan hi to aapko yah loan milega kitne percent byaz par to mai aapko bata doo ki kaafi affordable interest rate par aapko yah loan milega jo ki annually 10% per annum hoga..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Tenure Duration?
To agar baat kare ki aap jab loan lenge iss pay day loan ko kotak mahindra bank se to aapko yah loan milega kitne dino ke liye kyunki after all hai to yah ek emergency fund ke tor par milne waala loan to aapko bata doo ki aapko yah loan minimum 1 month /30 days ke liye mil jaayega ..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Eligibility?
To agar ab hum yah baat kare ki aapko kotak mahindra bank se milne wale pay day loan ko lene ki aapki kya yogyata honi chahiye..
Aap ek indian residential hone chahiye
Saath hi aapko age minimum 21 age honi chahiye
Aapke paas kotak mahindra bank ka account hona chahiye
New user bhi lay sakte hai lekin isme thoda process more time taking ho sakta hai aru saath hi aapki transaction details ko analysis karne mein time lag jaata hai..
Saath hi aapke paas sabhi basic eKYC documents hone chahiye
Aur aapke paas aapka address proof bhi hona chahiye.
Isi ke saath aapke income source and occupational basis ke sabhi documents hone chahiye.
Aur aapki minimum monthly income 10000/- honi chahiye
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Documentation?
To aayiye jaante hai ki aakhir kotak mahindra bank se payday loan lene ke liye aapke paas konse documents hone chahiye
To sabse pahle aapke paas sabhi eKYC documents hone chahiye jaise ki Aadhar card , Pan Card, Driving Licenses, Voter ID Card etc..
Isi ke saath aapke paas location means address proof hona chahiye jaise Telephone Bill, Electricity Bill, And Ration Card, Pan Card etc..
Isi ke saath aapke paas aapka occupational related documents with salary slip honi chahiye
Saath hi minimum 6 months ki bank statement kotak Mahindra Bank ki
2 Passport Size photograph
And digital signature..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Processing Fee?
to aapko mai bata doo ki jab kabhi aap log kotak mahindra bank se payday loan lenge to aapko iss loan ko paane ke liye processing fee pay karna padega jo ki aapka 950 rupees ke nearby hota hai..!
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Kaise Le? / Kotak Mahindra Bank Payday Loan Kaise Apply Kare? / Kotak Mahindra Bank Payday Loan Online Apply Kaise Kare?
Aayiye wo sabhi steps jaante hai jo aap payday loan ko lene ke liye important hone wale hai..
To sabse pahle aapko Kotak Mahindra Bank ki official site par visit karna hai ya fir aap log kotak mahindra bank ki application ko install bhi kar sakte hai..
Isi ke saath aapko uss site and application mein jaakar internet banking and mobile banking section par logon karna hai..
Login successfully hone ke bad jab aapke paas home page aa jaayega aapko homepage par aap aa jaayega..
Then aapko menu bar par click karna hai site aur application mein waha par kaafi options milenge aapko jisme loan ke option par jaana hai..
Waha aapko payday loan ka option milega uspar aapko tap karna hai then check your eligibility par click karna hai..
Fir aapki details auto fetch ho jaane ke baad aapko ek page milega jisme sabse pahle aapko personal details next mein aapko income details third mein aapko loan offer show hoga and last mein documents submission ka portal dikhega
In sabhi details ko sahi se field ko fill karke aapko submit kar dena hai and then some time later aapko notification mil jaayega ki aapka loan approved hua ya nahi..
Kotak Mahindra Bank Payday Loan Repayment?
To kotak Mahindra Bank se payday loan ko apply karne ke baad aur mil jaane ke baad aap iss loan ko wapis kaise kar sakte hai to bata doo aapko iski fikar nahi karni hai kyunki iss loan ka deduction aapke salary ke aapke Kotak Mahindra Bank ke account mein credit hote hi autocut ho jaayega..
Conclusion?
To dosto finally humari aaj ki yah post end hoti hai jaha par humne yah jana hai ki aap log aakhir kis tarike se kotak Mahindra Bank se payday loan ko le sakte hai aur saath hi aap kaise kotak Mahindra Bank se pay day loan ko apply kar sakte hai ..
Ummid karta hoon ki yah post aapke liye beneficial rahi hogi..
“Shukriya Aapka”
Jyoti Sharma