Breaking News

Punjab National Bank Education Loan Kaise Le? | PNB Education Loan Apply Kaise Kare? | Punjab National Bank Education Loan Eligbility, Documents, Amount Etc..!!

Namaskar sathiyao,

Hello kese hai aap sb hope so thik honge aaj Ka topic kaafi common aur charche vala hai Jo hai education loan kya hai aur aap log iss loan ko kaise le sakte hai jisse aap apni  padhai acche se kar paaye aur bank aapki padhai ke liye amount kitna provide karwata Hai jisse aap kisi aur se loan ke udhari na rahe.

Jaisa ki hum sbhi ye baat acche se jante hai ki education hr bache ke liye kitna zaruri hai uske ke liye paise bhi utne hi zaruri hai Jiske kaaran bacho ko education Dena mushkil ho jaata hai kyuki parents ke pass utne paise nhi hote to Maj aapko bta du ki education loan ek essa raasta hai jisse aap apne bacho ko education de skte hai aur is loan mai km interest pe loan milega jo aapko chukane mai mushkil nhi hogi

Punjab National Bank Education Loan kya Hai?

Yaha aapko apni padhai ke liye aur usko acchi tarike se poora karne ke liye bank jo hai poora protsahan karti hai jo ki education loan ke through jisse aap ki padhai bich mein na ruke aur aap apni padhai complete kar paye.

Punjab National Bank Education Loan Benefits?

1.Isme aapko affordable interest rate par education loan mil jata hai.

2.Aur saath hi aapko literate banne ke liye aapko yeh loan de kar aapko protsahan diya jata hai.

3.Pay after course completion ke baad aap paise de sakte hai.

4.0.50% concession for girls students ke liye hai.

Punjab National Bank Education Loan Amount?

Aage hum Punjab National Bank Education Loan ki amount ki baat kare toh yeh aapko 7.5 lakh tak ka amount provide karwata hai.

Punjab National Bank Education Loan Interest Rate?

Baat karte hai bank ke interest pe toh jo ki aapko iska byaj dena hota hai toh isme MCLR +0.60% – MCLR+2.10% interest hai.

Punjab National Bank Education Loan Tenure Timing?

Punjab National Bank se jab aap education loan lete hai toh aapko uske amount ko return karne ka duration time jo milta hai wo hai 15 years tak ka.

Punjab National Bank Education Loan Processing Fee?

Isme hum processing fee ki baat kare toh isme hai 1% of the loan amount ( minimum of Rs 10,000 ) itna processing fee jisko dena hota hai.

Punjab National Bank Education Loan Eligibility?

1.Aap Indian Resident hone chahiye taki loan ka process shuru kar sake.

2.Aapka admission merit based or entrance tests par hua ho.

3.Applicant should have secured admission with the educational institution.

4.Education loan lene ke liye aapki age minimum 18 honi chahiye aur maximum age 35 years tak ho.

Punjab National Bank Education Loan Documentation?

1.Loan application form chahiye hongi jo ki bank format mein hai.

2.Proof of identity and address proof as per bank’s KYC guidelines mein hai.

3.Copy of pan ki student ko borrower karni hogi.

4.Proof of having cleared last qualifying examination ke record aapke pass hone chahiye taki aap show kar sake.

5.Prospectus of the course wherein charges like admission fee, examination fee,hostel charges etc yeh sabhi mentioned honi chahiye.

6.Agar aapko bahar jaakr padhai karni hai toh uske liye aapke pass passport hona chahiye jiski photocopy chahiye hongi

7.Iske alawa aapke pass koi bhi other documents ya information hai jiske base par aapko loan mil sake toh bhi aap submit kar sakte hai.

8.Issi ke saath aapke pass passport size photograph honi chahiye.

Visit : https://www.pnbindia.in/education.html

Punjab National Bank Education Loan kaise Le?/Punjab National Bank Education Loan kaise Apply kare?

Online Method:-

Sabse pahle aapko Browser par jana hai.

Then aapko search karna hai pnb education loan ko.

Then Visit karna hai Pnb ke website Pe.

Aapko option dikenge jaise Pnb education loan ke jo education loan lena hai uss par tap karna hai.

Then Vidyalakshmi ke website page par jaaoge waha pe.

Pahle jiska account nahi hai pahle registered karna hai.

Then jo email waha registrations mai dala hai uss par email confirmation link aayega uss par click karke activate karna hai.

Iske baad aapko jo hai sign in karke.

Waha par basic information ko bharna hai means ki choose karna hai.

Uske baad profile Information and personal information dalna hai.

Then choose other details fir aapko batana hai admissions time and course selection.

And then jo kharcha hoga uska poora chart amount wise fill karke.

Last Mein Jo documents bola jaaye use upload karna hai Yaad rahe 2 mb ki file size ke andar hi rahe toh sahi rahega.

And last Mein submit karna hai iske baad aapko my applications par click karna hai.

Advertisement

waha par aapko my application Mein Jaake loan search karna hai.

jisme aapko Pnb ke jo education loan scheme ko loan lena hai wo choose karke select karna hai.

Then branch jaha se loan chahiye usko briefly choose karke submit kar dena hai.

Offline Method:-

Pahle aapko Browser pe jana hai

Then Open hone ke baad search karna hai
Pnb education loan application form.

Then click website pdf and automatic got your download pdf file.

Yaa iske alawa aap Pnb website ke andar jaakar form center par Jaa sakte hai.

Aur jab education loan form mil jaaye to pahle to use print karwana hai.

Then jo important documents like student ki all information and parents ki aur sath Mein guarantor ki document jo required hai use attach karna hai.

Then Pnb ki branch mein jake submit kar dena hai.

Punjab National Bank Customer Support?

1800 1800,  1800 2021

Conclusion?

So dosto aaj poore article ke madhyam se aur bank ke iss loan se aap logo ko kaafi madad mil sakti hai taki aap apni padhai ko na chhode aur usko complete kare jiske liye bank aapko loan amount bhi deti hai.

Asha hai aapko yeh article samjh aaya ho.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

Canara Bank PMMY Loan Apply Online? | Canara Bank Mudra Loan Kaise Le? | Canara Bank MSME Loan?

Hello guys, Toh kaise hai aap sabhi log ummid karti hoon behartein honge so guys …

Bank Of Baroda Mudra Yojana Loan Kaise Le? | BOB Mudra Loan Apply Online? | BOB PMMY Loan

Hello friends, Aur kaise ho aap log sabhi asha karti hoon behartein honge toh dosto …

Punjab National Bank Mudra Loan Kaise Le? | PNB Mudra Loan Apply Kaise Kare? | PNB Pradhan Mantri Mudra Yojana Loan?

Namaskar sathiyao I hope aap sabhi thik honge Aaj hum ek alg hi topic pe …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x