Breaking News

Federal Bank Business Loan Kaise Le – Federal Bank Loan Kaise Le | Business Loan

Hello saathiyo kaise hain aap sab log asha hai thik honge jaise ki aaj hum baat karenge log aaj ke time mai business karna  hii kyu chahte hai toh hum ese samjhte hai ki aaj ke time log job krke aapne family ko baaki chijo ko aur unke needs ko fulfill acche se nhi kar pata jiss ke liye harr vyakti chahta hai ki wo khud ka hii kuch naya mtlb business ko shuru kare taki fincinal condition jaisi problem ko face na kare.

Federal Bank Business Loan Kya Hai?

Isme dekhe business loan lene ki humhe tabhi jarurat padti hai jb humhe apna business karna ho waise toh sabhi banks jo hai wo business loan provide krwati hai lekin hum baat kare federal Bank ki toh wo sabhi banks waali facilities logo ko provide karwati hai.

Federal Bank Business Loan Benefits?

1.federal bank se loan par aapko kisi bhi tarah ka neft charge pay nhi karna padega.
2.Aapko loan lene par aapke hisab ka loan amount mil jata hai.
3.yaha par aapko baaki banko ki tarah hii poori facilities provide krwayi jaati hai.
4.Aur aapko bahut hii affordable and attractive interest rate mil jata hai.
5.Minimum documents mai aapka loan approved ho jata hai.

Federal Bank Business Loan Amount?

Federal Bank ka business loan amount jo hai wo maximum 2 cr hai jo ki harr banko ka alag alag amount hota hai.

Federal Bank Business Loan Interest Rate?

Ab baat karte hai federal Bank ke business loan interest rate ki toh yeh 8.9%-14% itna hai jo ki itna interest aapko bank ko dena hota hai.

Federal Bank Business Loan Tenure?

Tenure time yaani duration time jo hai federal bank ki wo hai maximum 120 months tak hai jisme aap apne loan ko aram se chuka sake.

Federal Bank Business Loan Eligibility?

Federal Bank business loan eligibility kuch ese hai..

1.Ek toh aap Bharat ke nagarik ho.
2.iss loan ke liye entrepreneur hona jaruri hai.
3.Or saath hii saath aapko 18 plus ka hona aniwariya hai.
4.Aur koi bhi firms ya proprietorship industry wale bhi business loan le sakte hai.
5.partnership and LLP with companies wale bhi iss business loan ko le sakte hai.

Federal Bank Business Loan Documentation?

Federal Bank se business loan lene ke liye aapke pass kya kya documents hone chahiye..

1.pahle toh aapke pass bank account statement  chahiye aur latest hona chahiye ya previous 12 months ka.
2.Income tax return iske alawa sales return or saath hi GSTR ka proof with paper work.
3.Or isi ke sath aapko kuch company ke identity ki zarurat hogi.
4.Aur sabhi business statement honi chahiye jo ki aapka business project ho.
5.Business loan lene ke liye proof of continuation hona chahiye ITR ya fir sales trade license uski present validation aur sales tax certificate.

Federal Bank Business Loan Processing Fee?

Federal Bank ki business loan processing charges jo hai wo 3% hai jo ki harr bank ka unke hisab se alag alag hota hai.

Federal Bank Business Loan Kaise Le / Federal Bank Business Loan Kaise Apply Kare?

Offline method:-

Toh baat karte hai ki aap log federal Bank se business loan kaise apply kar sakte hai.

Advertisement

Toh pahle toh aapke pass federal bank ka ek existing account hona chahiye.

Fir aapko uske official site par visit karna hai.

Then aapko business loan ke option par click karna hai.

Uske baad business loan ka jo home page milega usme aapko snipet section mein how to apply ka option milega.

Fir aapko uss par click karna hai.

Then application form par click karna hai.

Fir aapko required documents ko attached kar dena hai.

Uske baad aapko branch mai jakr waha submit kar dena hai.

Then aapka business loan verified ho jayega.

Conclusion?

Toh aaj ke article mein aapko pata chala ki ek business ko agar hum start karenge toh uske kya kya benefit aur processing method ko jaana aur saath hi humhare liye kitna benefit hai.

I hope aapko yeh article asani se samjh aur aapke liye easy method hoga business loan ke liye.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Union Bank Of India Current Account Open Kaise Kare? | Union Bank Current Account? | Union Bank Of India Current Account Eligbility, Documentation Etc..

Namaskar sathiyao, Toh kaise hai aap sabhi asha karti hoon badiya honge Waise toh aapko …

Bank Of Baroda Current Account? | BOB Current Account Opening Online? | Bank Of Baroda Current Account Documents, Eligibility, Charges Etc..

Hello friends, Kaise ho aap sabhi log ummid hai sab thik thaak honge so aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published.

x