Breaking News

Bank Of Baroda Mudra Yojana Loan Kaise Le? | BOB Mudra Loan Apply Online? | BOB PMMY Loan

Hello friends,

Aur kaise ho aap log sabhi asha karti hoon behartein honge toh dosto aaj ke article se aap logo ko kaafi madad milne wali hai kyunki isme hum baat karne wale hain Pradhan Mantri Mudra yojna Loan ke baare mein aur aap logo ko kaafi kuch jaanne ko milega iss article ke madhyam se….

Chote chote micro level ke industry ko badawa dene ke liye sarkar yeh scheme laa kar ke industrialists ki help karti hai jisse wo apna business khi aur yaani ki other countries mein na karke balki apne country mein hi kare isliye sarkar yaha ke logo ko jaise kisi ko chota vyapar ya bada vyapar karna ho wo yhi reh kar hi export, import easily kar sake aur apne country mein export ko badawa dena aur yaha pe logo ko employment de kar desh ki GDP ko badhaya ja sake.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna kya Hai?

Yeh bank aapko Pradhan Mantri Mudra yojna scheme jo ki ek government ki scheme dwara hi aapko loan provide karwati hai isme aapko rojgar bhi milta jisse aap apni lifestyle change kar paye aur desh ki economic growth hoga hi isse.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna ke Benefits Hai?

1.Iss bank se loan lene par aapko zayada documents dene ki need nhi hoti.

2.Interest rate jo hai women entrepreneurs ko kam ya na ke barabar dena hota hai.

3.Isme loan amount aapko jo hai jitne chahiye utna amount provide karwaya jata hai.

4.Iss loan waqt aapko koi bhi charge yaani ki processing fee deni nahi padti.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Se Kitne Amount Tak ka Amount paa sakte Hai?

Isme aapko jo hai 10 lakh tak amount aapke vyapar ko badane ke liye diya jata hai jisse aap apne loan ki samasya ka samadhan dhund paye iss schmes ke tehat.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Ka Interest Kitna pay karna padta Hai?

Baki ab hum iske interest rate par dekhe toh yeh aapko jo hai 9-12% interest bank of baroda mein dena hota hai.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Tenure Duration?

Iske time duration ki baat kare toh yeh kuch iss prakar se aapko di jati hai 7 years tak ka duration time jiske time ke according aapko loan return karna padta hai.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Eligibility?

1.Bank of Baroda se Pradhan Mantri Mudra yojna loan lene ki aapki yogeeta jo honi chahiye wo hai pahle toh aapki age kam se kam 18 honi chahiye.

2.Aur zayada se zayada jo ki aapki age iss loan ko lene ke liye honi chahiye wo hai 65 years ho.

3.Aapka business income generat karta hona chahiye.

4.Aur aapka business kaise bhi karke in 3 sector jaise manufacturing services or trading mein se hona chahiye jisme agriculture activities ailed rahegi.

5.Applicant ki loan ki credit history previous ki clear aur default nhi hona chahiye jisse ki loan lene mein pareshani aaye.

6.Bharat ka nagrik hona chahiye jispar koi apradhik ya apradhi nahi hona chahiye kyuki inn sabhi ke wajah se loan nahi mil payega.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Documentation?

1.Bank of Baroda se loan lene ke liye iske picchle 6 month ka report ya statement aapko show karna hoga.

2.Projected balance sheet one year ka working capital limits aur saath hi mein term ke loan ke period time ko dikhana hoga.

3.Business ka owner agar fraud ya bank se loan liya hua ho usne time se usko wapas na kiya ho ya defaulter ghoshit kiya ho bank ne toh wo vyakti khi se bhi kabhi loan nahi le sakta.

4.2 passport size photograph honi chahiye business ke malik aur uske saath kaam kar rahe jaise proprietor, partners, directors ke.

5.Aur aapka business kab shuru hua hai uska date of commencement certificate hona chahiye.

6.Aur saath hi business address proof ke liye like electricity bill, telephone bill, udhyog aadhar number, udhyog certificate hone chahiye.

7.Bussiness I’d like business pan card, business MOA sheet, business licence certificate, business registration certificate municipal corporation certificate to allow your business ke documents hone chahiye.

8.Machine lagane ke liye ya koi ojaar kharidhne ke liye aapko proof dikhana hoga ki aapko kitne paiso ki requirement hai.

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Contact Helpline Number?

18005700

Visit : https://www.bankofbaroda.in/personal-banking/loans/pradhan-mantri-mudra-yojana

Visit : https://www.bankofbaroda.in/business-banking/msme-banking/loans-and-advances/digital-mudra-loan

Bank of Baroda Pradhan Mantri Mudra yojna Loan kaise Apply kare..

Advertisement

Online Method:-

Sabse pahle toh aapko Browser pe jana hai.

Uske baad aapko Bob mudra loan search karna hai.

Then bank of baroda ke website par tap karna hai.

Details mein aapko samjhna hoga.

Then aapko apply now par tap karna hai.

Then aapko redirect to jansamarth.

Aap tap karne ke saath hi sidha jansamarth ke national portal website par chale jaaynege.

Bank account link m Bob ka account batana hai.

Isi ke saath aapko bank account link ya attachment karne ke option mein bank of baroda ke savings ya current account choose karna hai.

Then uske baad details ko fill karke attested karna hoga

Then aapka form successful submit mana jayega.

Offline Method:-

Pahle aapko browser par jana hai.

Then mudra loan application form ko search karna hoga.

Click karna hai jo form diya hai website pe.

Fir aapko pdf form mein form lena hai.

Then uska form ka print nikalwana hai.

Iski ke saath aapko details fill karni hai aur mudra loan ka amount aapko kitna chahiye wo daalna hai.

Uske baad aapko apne documents ko attached karna form ke saath.

Fir aapko branch jaakr submit kar dena hai.

Kya bank of baroda ke alawa sabhi banks Pradhan Mantri Mudra yojna provide karwate hai?

Yes,isme aapko sabhi banks jo hai pradhan mantri Mudra yojna Loan ko provide karwane mein aapki help karti hai.

Kya sabhi loan collateral free loans mein aate hai yaa nahi?

Ji nahi sabhi loan toh nahi par Pradhan Mantri Mudra yojna Loan collateral free loans mein aata hai.

Conclusion?

Toh aaj ke iss post mein aapne si chijo ke baare mein samjha hoga ki Pradhan Mantri Mudra yojna loan kis prakar ne schmes mein aata hai aur kon log le sakte hai iss loan ko.

I hope so ki aapke saare doubt iss article mein clear hue ho.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Union Bank Of India Current Account Open Kaise Kare? | Union Bank Current Account? | Union Bank Of India Current Account Eligbility, Documentation Etc..

Namaskar sathiyao, Toh kaise hai aap sabhi asha karti hoon badiya honge Waise toh aapko …

Bank Of Baroda Current Account? | BOB Current Account Opening Online? | Bank Of Baroda Current Account Documents, Eligibility, Charges Etc..

Hello friends, Kaise ho aap sabhi log ummid hai sab thik thaak honge so aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x