Namaskar sathiyo
Kaise hai aap sabhi i hope so ki thik honge toh aaj ke article mein hum baat karenge ki Pradhan Mantri Mudra yojna Loan kis prakar ki aapki help karta hai jisko aaj ke poore article mein aap jaanege aur samjhenge ki yeh scheme kisme aati hai aur aapko apne business ko set-up karne mein madad karti hai…
Small aur micro enterprises ko hi milta hai aur aap apna kisi bhi type ke business ko apne tarike se shuru kar sakte hai aur jaise ki chote chote business man ko loan jo small or micro enterprises mein aate hai unko loan ki zarurat padti hai jo ki aapko Central Bank of India ke through hi provide karwaya jata hai Isme wo log aate hai jinko apna micro level par business kar rahe aur unko yaha se bahut si madad ki jati hai..!
Table of Contents
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna kya Hai?
Yeh ek ese loan mein yeh scheme aata hai jaha chote business vyapari ko loan diya jata hai
Jiski wajah se aap apne udhyog ko bada kar sakte ya uska apne tarike se startup kar sakte hai mudra loan jo kam interest aur documents mein bhi aapko loan successfully mil jata hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ke Benefits Hai?
1.Isme repayment ka option kafi accha kasha mil jata hai.
2.Isme manufacturing trading or services sector aate hai pmmy schmes mein.
3.Owners of small non-corpate business ka hona chahiye.
4.Yaha aapko flexible interest rate mil jata hai.
5. Aur saath hi aap log yaha se loan lete hai toh aapko kisi bhi prakar ka assets as a security deposit nahi karna padta.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Se Kitne Amount Tak ka Amount paa sakte Hai?
Apne vyapar ko shuru karne ke liye bank aapko kitna amount deti hai toh yah aapko 10 lakh ka amount business shuru karne ke liye provide karwati hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Interest Kitna pay karna padta Hai?
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ke interest par hum baat kare toh yeh loan lene par aapko jo hai MCLR – based interest rate 10.00% hota hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Tenure Timing?
Isme loan jab aap lete hai toh iska samay aapko kitna milta hai isko return karne ka time duration 3 and 5 years tak ka time limit milta hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Eligibility?
1.Aapke pass India ki citizenship honi chahiye iss loan ko lene ke liye.
2.Aap kisi na kisi business ke maalik hone chahiye specially chote business jaise fruits ki dukan,sabji ki dukan, food services, machine operators, repair shops.
3.Jo bhi vyakti ya applicant retailer ,trader,artisans, manufacturers, aur chote vendor hai wo bhi credit suvidha ka istemal kar paayenge.
4.Aur business esa hona chahiye jisse dekh ke hi Lage ki wo business profit mai hoga tabhi loan mil sakta hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Documentation?
1.Isme agar aapke pass community certificate jaise ki SC, ST, OBC ka caste certificate ho toh wo de sakte hai.
2.Sales details bhi waha show kar sakte hai like jis saal aap loan le rahe hai thik uss saal pahle ki sale details deni hai.
3.Aapke pehchan ke liye aadhar card, voter id card, driving license, passport de sakte hai.
4.Aur address proof ke liye telephone bill, electricity bill, property tax ke receipt bhi dena hota hai.
5.Aur ese documents ho aapke pass jiss par aapka malikana adhikar ho usse dikha sakte hai.
6.Central Bank of India se loan lene ke liye aapke pass iski bank statement 6 month ki honi chahiye.
7.Aapke business ka last 2 year ka balance sheet documents ko tor par attach karna hai iske saath hi income sale tax return documents dena padta hai.
8.Project report dikhana padega jo ki aapne future projects ke roop mein banaya hai.
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Contact Helpline Number?
1800 180 1111
Visit : https://www.centralbankofindia.co.in/en/Cent-Mudra-Yojna
Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Apply Kaise Kare?
Online Method:-
Visit : https://www.centralbankofindia.co.in/en/online-msme-loan-application
Sabse pahle aapko Search karna hai central of india mudra loan pe.
Headlight click online msme loan.
Then dubara se ussi par Again click karna hai.
And go to jansamarth link in page given jo diya hua hai.
Then go to jansamarth website.
Uske baad aapko Registration karna hai new account pe.
When create account go to login.
Then Log in karna hai home page pe.
Uske baad aapko jana hai business activity loan pe.
Then aapko karna hai other business loan pe.
Then aapko Fill karna hai detail ko.
And you got loan scheme aa jayengi.
Then Select the mudra loan.
Then aapko Proceed details karna hai.
Then Carry all given documents jo ki zarurat hai.
Proceed button par tap karna hai.
Uske baad aapko Accept all consent form ko.
Then starting loan process karna hai.
Uske baad Firstly verify identity jo ki important hai.
Through pan card – business pan card aapke business ko verify karne ke liye
Then udyam registration certificate verification. ( aapka business msme ke andar aayega to uska registration certificate ho msme issue karta hai)
Udyog aadhar no.se ya to aap apne aadhar no. Se bhi identity verification kar sakte hai
Aur agar aapke business par GST registration hoga to popup nahi hoga lekin Naa registration par aapko batana hoga ki aapke business par GST applicable kyu nahi hai.
Aur GST agar link hota to automatically aap ke samne chije hogi na hone par aapko business ke baare mein basic details dete huye aapko aapko pichle 12 mahino ka sales details Dena hoga
Uske baad aapko apne income ko verify karna hoga jiske liye aapko bank statement or itr file pichle 3 salo ki upload kar sakte hai.
Saath hi kitna expense and investment hoga wo aapko mention karna hai.
Uske baad jis Bank se mudra loan ya msme loan lena hai uss bank ki bank account ko link karna hai
First put AC sabse pahle Account number dalna hoga.
Then since date kabse shuru hua hai aapka yah khata wo batana hai
Saving account hai ya current account ya koi aur account
Aapke khata mein aapka naam kya likha hai wo dalna hai
Then you tap association concern usko aapko fill kar dena hai.
Then fill business details isme aapko apne business ke baare mein sabhi jankari deni hai jo bhi required hai
Fir aapko jo loan chahiye business loan ke tor par jaise ki aapko msme ya mudra loan daalke kitna amount aur kis type ki facility mein chahiye wo batana hai.
Aapne isse pahle koi loan liya hai to wo bata dena hai
Uske baad documents ko online upload kar dena hai.
Fir review ka option dikhega usme dekh Lena hai ki koi changes karna hai to kar sakta hai.
Iske baad jis Bank se aapko jo loan lena hai wo Central bank of India choose karna hai.
Aur last m submit kar dena hai.
Offline Method:-
Sabse pahle aapko Browser pe jana hai.
Then uske baad Search bar pe.
Aur uske baad Central Bank of mudra loan par.
Then iski website pe jana hai.
Uske baad Down scroll last mein karna hai.
Then Get mudra loan form link.
Uske baad Fill and print the form.
Then Attach the documents.
Then Go to branch apne documents ko collect karne ke liye.
Uske baad aapko Submit kar dena hai.
Kya Central Bank of India ke alawa sabhi banks Pradhan Mantri Mudra yojna provide karwate hai?
Yes,sabhi banks aur zayada tar bank aapko loan matlab ki Pradhan Mantri Mudra yojna loan ko dilwati hai.
Kya sabhi loan collateral free loans mein aate hai yaa nahi?
No, lekin Pradhan Mantri Mudra yojna Loan collateral free loans mein aata hai jaha logo ko loan easily mil paye.
Conclusion?
So,aaj ke article mein aap logo ne samjha hoga ki kaise chote chote business man ko loan bank ke through easily unko mil jata hai aur loan ko lene ki yogyata honi chahiye..
Asha Karti hoon aapko yeh article samajh aaya ho.
Aashish Kummarr