Breaking News

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation Programme (PMEGP) Kaise Le? | Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation Programme (PMEGP) Kaise Apply Kare? Pradhan Mantri Employment Generation Programme (PMEGP) Kaise Le? Pradhan Mantri Employment Generation Programme (PMEGP) Kaise Apply Kare? | PMEGP Loan Kaise Le? | PMEGP Loan Kaise Apply Kare?

 Aaj ki yah post aap un sabhi logo ke liye jo yah chahte hai ki aap logo ko bahut hi aasani se pradhanmantri ke through provide kiye jaane waale rojgaar yojna mil sake joo haa jaisa ki aap yah log baat acche se jaante hai aaj ki taarikh mein logo ko jobs ki kaafi zyada talash rahati hai aur iske chakkar mein log kaafi zayad opportunity ko find karte rahte hai jaha par logo ko yah pata chalta hai jitne log hai aur jis hisab se unki skills hai unke paas jobs hi nahi in the sense yah nahi hai ki wo nahi kar paa rahe job actually mein wo log kaam karne ke liye select nhi ho paa rahe hai kyunki jitni units rahti hai per jobs ke hisab se uss hisab se job karne waale log zyada hai aur job kam hai aese mein logo ko employment milegi kaha se..

To baat yah aa jaati hai ki ab aese mein kya kiya jaaye ki aap logo ko employment mil sake to dekho simple hai iss problem ki jad yahi hai ki job hai hi nahi it means job bann nahi paa rahi hai jiski ek wajah hai ki job creation ko badhana hoga to aese mein baat aa jaati hai ki ab job create kaise hogi to mai aapko bata doo ki pradhan mantri ki aesi kucch yojnaye hoti hai jiske basis par aap log next generation employment create kar sakte hai aur iske liye aapko jo funding ki need hai aur jo bhi aapko amount ki need hai wo aapko bank ke through mil jaayega MSMe schemes ke through aur isko hum log kahte hai Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme ke tahat to isi ke bare mein aaj hum baat karenge .

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Kya Hai?

To yah to waise to aapne intro mein samjh hi liya hai par mai normal words mein described kar doo ki pradhan mantri employment generation program mein aapko ek type ka loan provide karwaya jaata hai jo banks ke through hota hai aur yah ek tarike ka aapka business loan aap log kah sakte hai jise hum normal words mein vyapar loan bhi kahte hai iss loan mein aapko business loan provide kiya jaata hai ki aap business create kare aur uss business mein growth aur begining mein aapko funding isi yojna ke tahat mil jaati hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Objective?

To baat karte hai ki iss loan ko provide karwane ke main motive kya hai to mai aapko bata doo ki

Business creation ke liye iss loan ko provide kiya haata hai jo ki aap ko business loan ke tahat mil jaata hai..

Iss type ke yojna loan mein aapko loan ka amount zyada to milta hai hi..

Saath hi isme normal business loan ke muqable kaafi kaam byaz dar par aapko yah loan mil jaata hai jiski wajah se aapko business karne ka ek accha opportunity mil jaata hai..

Isi ke saath aapko iss loan ko business loan ke tahat par milne ke saath saath yah loan aapko kaafi lambe samay ke liye bhi mil jaata hai…

Iss loan ko provide karwane ka saaf matlab hai yah ki government chahti hai ki aap apne business ko sirf state level tak hi nahin National level par progress kar sake…

Aur sabse aham uddeshy iss loan ko dene ka yah hai ki government jo aaj ki taarikh mein yah unemployment badhi hai usko kam karna hai aur sabhi logo ko rozgar dena hai…

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Benefits?

To sabse bada benefits iss loan ko dene ka yah hai government ki iss deah mein badhti berozgari ko kam karna hai aur sabhi ko employment mil sake aese kaam par progress kar rahi hai ..

Isa Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) mein jo business loan aapko milta hai wo business loan aapko kaafi acche khase amount ke saath mil jaata hai jo ki aapko 1 lakh to 25 lakh rupees tak easily mil jaata hai.

Iss Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) mein aapko loan ka byaz dar kaafi kam padta hai jo ki aapke Annum per interest rate ke hisab ae bahut kam hai jo ki aap aasani se manag kar sakte hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) mein aapko  jo loan provide karwaya jaata hai jo ki aapke vyapar sambandhit hoti hai agar aap kisi aese ilake se belong karte hai jaha par subsidy ki need hai waha par aapko subsidy bhi provide hoti hai yah khaas banata hai iss loan ko..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) iss loan ko lene ke liye iski difference kar diya gaya hai nodal agencies ke hisab se agar aap shahar se isa loan ko muhaiya karate hai to (DIC) hai jabki gaanv gramin logo ke liye (KVIC) hai in ke paas in loan ko proper authority hoti hai..

Aur iss yojna ka laabh ka main motive hai berozgari ko khatam karke har kisi ke liye rozgar banana lekin limitations isme yah hai ki jo log sirf business create ke motive se hai to jo log business creation mein believe rakhte hai unke liye hai ye..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Amount?

To aapko bata doo ki waise har kisi ke bank ke hisab se iss criteria mai koi antar nahi aa sakta hai lekin kyunki terms and conditions par jo koi kaam hota hai usme 19-20 ka antar dekha ja sakta hai lekin aapko bata doo ki aapko is s yojna mein loan amount 10lakh-25lakh ke aaspas mil jaati hai…

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Tanure Time?

To baat kare ki jab aap sarkar dwara provide ki jane waali iss yojna ka use karke loan lete hai to aapko sabse bada benifits iss loan mein yahi mil jaata hai ki aapko iss loan ko chukane ka samay kaafi zyada mil jaata hai ji haa aur banks ke hisab se hum differ karke bhi dekhe to aapko loan kam se kam 3 saal se lekar 7 saal tak ke liye easily mil jaata hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Subsidy?

To agar hum iss ke upar baat kare jo ki kisi bhi loan ke liye kafi important maana jaata hai aur wo hai yeh ki aap log loan ka per annum interest pay kya karenge to jaisa maine kaha yah loan government ke under progress mai provided hai to aapko loan jo hai saste byaz dar mil jaata hai jo ki  35% tak ke subsidy ke saath available ho jaata hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Interest Rate?

To yah jaane ki jab aap log iss yojna ke antargat loan lete hai to aapko jo interest pay karna padta hai wo aapka per annum ke according 11-12% ke hisab se hota hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Terms And Conditions?

To baat kare iss yojna ke andar loan lene se pahle aapko pahle apni investment karni hoti hai minimum aapke project cost ka 10% aur baaki ke 90% ke liye aap iss yojna ka upyog kar sakte hai ..

Jaise Faisal 10 Lakh ka koi business karna chahta hai to use iss yojna ke according loan paane ke liye apni taraf se iss project ka 10% cost khud lagana hoga jaise 1 lakh rupaye aur 9 lakh Rupees ke liye wo apply kar sakta hai iss yojna main….

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Eligibility?

Aao bharat desh ke niwasi hone chahiye..

Aapki minimum age kam se kam 18 saal honi chahiye..

Jo bhi business karne wala hai ya use operate karne waala hai wo literate hona chahiye jaise ki kam se kam 8th standard to 10 standard tak uski education complete honi chahiye..

Isi ke saath agar aap 5 lakh rupees tak ka service sector open karna chahte hai to aapka BPA series mein hone chahiye iske alawa agar aap 10 lakh + rupees tak ka manufacturing factory ke liye same condition hai..

Iss yojna ka labh sabhi nagarikon ko mil sakega..

Koi bhi caste ka ho fark nahi padta aur agar aapke paas apke caste se related papers huye to aapke liye or bhi accha hai..

Lekin iss loan ko provide karwane ke do bhag hai pahle mein open category jisme sabhi general people aate hai saath hi doosre category mein other caste or disabled people bhi ..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Eligibility?

To aayiye jaante hai ki kaise aap iss yojna ka labh utha sakte hai eligibility kya hai…

Aap jo business karna chahte hai uss business ko agar aapne pahle kiya hai uski age minimum 2 year tak honi chahiye previous reports

Advertisement

Business ka jo bhi nett worth ho wo 10 lakh rupees se above hona chahiye jiske basis par employment ko kaafi next level push milega..

Aapko salana Income Tax Return file karni padegi jo ki per year kam se kam 1.50 lakh rupees tak ka hona chahiye

Aur jo bhi vyakti business ko operate kar raha hai ya in future operate karne waala hai uska kahi na kahi naam zaroor ho jaise ghar ya business mein

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Documentation?

Aadhar Card

Pan Card

Voter ID Card

Ration card

Telephone Bill

Electricity Bill

Passport

Project Report with all documents

Aur jis jagah aap business kar rahe hai uski address proof with present location specifically..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Kaise Le? / Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Kaise Apply Kare?

To baat karte hai ki waise to aap chahe iss loan ko PMEGP ke official site par jaakar bhi apply kar sakte hai lekin aapko iss amount ko apne bank mein lena padega jiske liye aapko process Janna zaroori hai..

To sabse pahla process hi yahi hai ki aap agar iss loan ko lena chahate hai to sabse pahle aap konsa kya business karne waale hai uske baare usko aap ko sabse pahle dekhna hai ki aapka business categories PMEGP mein mentioned hai ki nahi aur agar mentioned hai to..

Aapko uss business loan ko lene se pahle uss business ka ek project report create karna hoga jisme aapko yah zaroor batana hai ki aap iss loan mein bataye jaane wali raashi ka use kaha aur kaise karenge..

Iske baad aapko bank of india ke official site par visit karna hai yah baat aap zaroor sure kar le ki aapka account zaroor ho bank of India mein iske baad aapko waha par Msme loan section par click karna hai

Then aapko waha par saari information milegi aur aapko PMEGP bank of India ka application form PMEGP ki site ya fir bank of India ke branch se bhi available ho jaayega iske baad aapko documents ko attach karna hai..

Then submit kat dena hai..

Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) Give A Missed Call?

Just give a missed call on 8010968334 or SMS <SME>to 7669300024

Yahq par aapke banks khud aapke queries solve kar denge..

Conclusion?

To aaj ki iss post mein humne yah jaana hai ki aakhir yah PMEGP kya hai aur kya hota hai Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) kaise le sakte hai aur kaise app log Bank Of India Pradhan Mantri Employment Generation programme (PMEGP) kaise apply kar sakte hai..

Aasha karte hai ki aapko yah post pasand aayi ho..

“Aapka Shukriya”

Jyoti Sharma  

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Canara Bank PMMY Loan Apply Online? | Canara Bank Mudra Loan Kaise Le? | Canara Bank MSME Loan?

Hello guys, Toh kaise hai aap sabhi log ummid karti hoon behartein honge so guys …

Bank Of Baroda Mudra Yojana Loan Kaise Le? | BOB Mudra Loan Apply Online? | BOB PMMY Loan

Hello friends, Aur kaise ho aap log sabhi asha karti hoon behartein honge toh dosto …

Leave a Reply

Your email address will not be published.

x