Breaking News

UCO Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Kaise Open Kare? | UCO Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Opening Kaise Kare? | UCO Bank Sukanya Samriddhi Yojna Khata Kaise Khole In Hindi? UCO Bank Sukanya Samriddhi Yojna Online Open Kaise Kare?

Welcome bhaiyo,

Kaise hai aap log iss post mein aapko kucch aesi jaankari milne waali hai jo ki aap logo ko kaafi alag aur kaafi alag information milne waali hai alag information kis baare mein to mai aapko bata doo to aapko pata hoga ki aaj ki taarikh mein jaha log ladko ko zyada priority dete hain aur ladkiyo ko kam jis samaj mein aapko ladkiyo ko hamesha as a option ke roop mein dekha jaata hai aur jiske wajah se unhen un tarike se treat nahi kiya jaata hai jaise boys ko kiya jaata hai..

Lekin ab yah chhije kaafi aapko Kam nazar aayengi jiska ek bada kaaran hai hamari govt dwara liye gaye kucch faislo aur unke kuch decision and niyam jisse girls ko bhi utni hi priority Dee jaati hai tab bhi kuch mamlo mein log ladka aur ladki mein descrimination karte hai to aese mein ladkiyo ke growth aur ladkiyo ki badhati growth ko dhyaan mein rakhkar kucch policies nikali gayi hai jiske antargat kuch schemes hai jo kanya yojna ke tahat hai jaise ki sukanya samridhi yojna..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Kya Hai?

To jaise ki ab tak aapko yah pata chal chuka hoga ki sukanya Samriddhi yojna kya hai par mai aapko ek short form mein samjhaoo to sukanya Samriddhi yojna ek girl welfare association ke roop mein kaam karti hai jiska main motive hota hai girls ki growth ko promote karna Jo ladkiya ek middle class families mein born hoti hai aur wo ghar wale uss ladki ki education, wedding etc karnwane mein asafal rahte hai to aese mein sarkar ki yah sukanya Samriddhi yojna ke tahat aap apna account Uco Bank mein sukanya Samriddhi account open karwa sakte hai jiske tahat aapko yaha par future growth ke liye jab aap paiso ko save karte hai as like a saving account to aapko uss par interest rate kaafi high milta hai personal saving account se bhi kaafi zyada ..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Objective?

To iss yojna ko aap kisi bhi banks mein open karwa sakte hai jaise ki uco bank mein aur iss ke alawa alag banks mein jiska reason hai iss yojna ke tahat girl ki welfare and care and growth ko support karna hai jisse middle class families wale bhi ladkiyo ko usi tarah se treat kare jaise ki unke paas sabhi resources hai aur unki growth mein kisi bhi types ki rukawat kisi basic fundamental problem ki wajah se naa aaye…

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Benifit?

Sukanya Samriddhi Yojna ka laabh basically 10 saal aur isse kam age ki ladkiyo ko mil sakta hai.

Agar aap uco bank mein sukanya Samriddhi yojna ka account khulwate hai to iss account ko ladki ke maa baap ya guardian mein se koi open karwa sakte hai..

Lekinn account tabhi open ho sakta hai jab tak ladki ki age kam se kam 10 saal nahi ho jaati..

Ab sawaal yah aata hai ki jaise hum apne personal savings account mein paise unlimited save kar sakte hai to kya sukanya Samriddhi yojna ke andar bhi same scene hai to aesa nhi hai yaha par aap ek current year ke under aap 1.50 lakh rupees tak maximum amount save kar sakte hai..

Iss sukanya Samriddhi yojna ka use mostly ladki ki education ke liye ya uski shaadi ke liye kii jaati hai..

Sukanya Samriddhi Yojna account ko open karne ya shuru karne ke liye aap zaroori nahi hai ki kisi bank mein hi aap log yah Yojna shuru kar sakte hai aap kisi post office mein bhi kar sakte hai..

Paisa deposit karne ki limited years ki baat ki jaaye to jis date par aap account open karte hai usse 14 year ki limited validation aapko milti hai..

Baat yah aa jaati hai ki sukanya Samriddhi yojna ke tahat aap kewal do ladkiyo ke kisi families mein unhi ke official parents ke tor par account open kar sakte hai…

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Eligibility?

To agar baat karte hai uco bank mein sukanya Samriddhi yojna account open karwane ki Eligibility ki ..

Ladki ki age minimum 10 years honi chahiye..

Ek legal guardian ke tor par sukanya Samriddhi yojna account open Kiya jaa sakta hai..

Aur kisi bhi family ke dwara only 2 girls ka hi account sukanya Samriddhi yojna ke tahat open ho sakta hai..

Yadi ghar mein do se zyada child hai aur dono girls hai but agar same birth date ya twins ka koi scene hai to unka bhi open ho sakta hai..

Sukanya Samriddhi Yojna account ko ladki ke 18 years tak hone tak uske guardian iske account ka management kar sakte hai after 18 ladki khud karegi..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Opening Fee/ Deposit?

To jab aap log uco bank meinn sukanya Samriddhi yojna ka account open karwate hai to aap yah account 250 rupees deposit karke open kar sakte hai..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Maximum Deposit?

To agar aap yah janana chahte hai ki aap uco bank mein sukanya Samriddhi yojna ke tahat kitne rupay tak ka deposit kar sakte hai amount to uski raashi ki sankhya hai 150,000 rupees tak kar sakte hai..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Mein Deposit Tanure Kitne Time Ki Hai?

To agar hum log baat karte hai ki uco bank mein jab aap sukanya Samriddhi yojna ka tahat account open karwate hai to aapko maximum amount deposit karne ka tanure time milta hai 15 years tak kaa..

Aur uco bank ke case mein aap jab se account open hua hai tab se 21 saal tak kar sakte hai..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Ki Maturity Closure Kitne Age Mein Hogi?

To agar baat karte hai ki aap ki yah sukanya Samriddhi yojna ke account ki Maturity Closure ki to aapka yah account ka maturity closure maximum 21 saal tak ki age tak ho sakta hai..

Lekin some of cases iski maturity before 21 years se bhi pahle ho jaati hai jiska reason banta hai ladki ki shaadi ke case mein..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Amount Withdrawals?

To agar hum yah baat karte hai ki aap uco bank mein sukanya Samriddhi yojna ke tahat account open karwane ke baad amount ko kab tak withdrawal karwa sakte hai to aapko mai bata doo ki jab ladki ki age 18 years cross ho jaati hai aur uski education ka 10 standard wo cross kar jaati hai jab ke condition mein kar sakti hai dono mein se kisi ek case ke according..

Aur doosra case yah banata hai ki ladki ki education purpose ke liye paiso ko 50% tak withdrawal kiya jaa sakta hai as per the previous year’s end of financial year..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Withdrawal Type?

Do type se uco bank se sukanya Samriddhi yojna ke tahat paiso ko nikala jaa sakta hai yaa to proper paiso ko ek baari mein ya to EMI basis par ..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Par Tax Benifits?

To bata doo jab bhi aap log uco bank ke through sukanya Samriddhi yojna ke tahat account open karwate hai to aapko tax par benifits milta hai under 80C section ke tahat jisme iss yojna mein kiya gaya deposit tax free hota hai..

Aur saath hi interest rate bhi aapko tax free condition mein milta hai..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Interest Rate?

To aapko hum bata de ki jab aap uco bank mein sukanya Samriddhi yojna ke tahat account ko open karwa ke paise deposit karwate hai to aapko sarkar ke dwara three months ke basis par interest rate provide karwayi jaati hai..

Jaise January to March Tak mein aur interest rate ki baat ki jaaye to aapko 7.6% par aapko interest rate milta hai..

Advertisement

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Mein Paise Deposit Karne Ke Payment Methods Kya Hai?

To aapko mai bata doo ki uco bank mein sukanya Samriddhi yojna ke tahat account mein paise bhejne ke ya deposit karne ke aapko kaafi options mil jaate hai like …

Cash

Cheque

DD

Internet Banking

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Opening Documentation?

To baat karte hai uco bank mein sukanya Samriddhi yojna account ko open karne ke liye konse documents needed hai..

Minimum Age of Girl is 10 years..

Girl Aadhar Card

Girl and His Parents Passport Size Photograph

Girl Birth Certificate

Adress Proof

Parents eKYC Documents like :- Pan Card, Aadhar Card , Driving Licences, Ration Card

Girl Medical Reports

   

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Kaise Open Kare?

To maine aapko saari information de Dee hai about Uco Bank mein aap sukanya Samriddhi yojna open karne se realated ab baat aati hai ki aap log Account open kaise karenge to aapko mai bata doo aap logo ko sabse pahle sukanya Samriddhi yojna account opening form ko uco bank ki official site par visit karke download karna hoga..

Iske baad aapko sabhi basic personal details..

Saath hi aapko incomes realated details

Aur jis ladki ka account khul raha hai uski basic eKYC details ke saath

Aapko apne address proof etc details ko application form mein fill kar dena hai..

Then jo bhi important documents hai uski details se realated aapko saath attach kar dena hai and then submit to your UCO Bank nearest branch..

And jo deposit amount hai wo aapko jama karwana hai wo saath hi kar de then your account is open till 24 hours timeline..

Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna Account Getting Passbook?

To ji haa jab aap log Uco Bank Sukanya Samriddhi Yojna account open karte hai to aapko ek passbook provide ki jaati hai jisse aap log jama kiye hue raashi ko update karwa sake aur saath hi jo aapko final amount ho use check kar sake..

Conclusion?

To finally dosto aaj humne jaana hai ki aap log kaise uco bank se sukanya Samriddhi yojna account kaise open kar sakte hai jisse related hamne apne iss post mein baat ki hai uske reason aur objective aur saath hi needed documents with policies and etc.. information..

Ummid karta hoon ki aapko post pasand aaya ho koi sawal ho to comment pooche..

Shukriya Aapka..

Jyoti Sharma..

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Union Bank Of India Current Account Open Kaise Kare? | Union Bank Current Account? | Union Bank Of India Current Account Eligbility, Documentation Etc..

Namaskar sathiyao, Toh kaise hai aap sabhi asha karti hoon badiya honge Waise toh aapko …

Bank Of Baroda Current Account? | BOB Current Account Opening Online? | Bank Of Baroda Current Account Documents, Eligibility, Charges Etc..

Hello friends, Kaise ho aap sabhi log ummid hai sab thik thaak honge so aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published.

x