Breaking News

Central Bank Business Loan? | Central Bank Of India Business Loan Kaise Le / Central Bank Of India Business Loan Kaise Apply Kare? | Central Baank (Mudra) MSME Apply?

Hello guys kaise ho aap sab umeed hai acche honge aur apne apne kaam main busy honge jaise ki aaj ka article mai aapke liye layi hoon jo ki business ke baare mein hai jo vyakti business karna chahte hai jinka apna ek sapna hota hai ki wo khud ka business start kare chahe wo chota ya bada hii kyu na ho jo ki aaj ke time me jaruri bhi hai jiske liye humhe loan ki toh padegi jo ki yeh ek bank ke through hii humhe mil sakta hai.

Central Bank Of India Business Loan Kya Hai?

Central Bank of India business loan esa loan jo humhe business mai help karta hai jo ki loan ke through hii possible hai jisse jo vyakti business karna chahte jo business ko shuru kar sake.

Central Bank Of India Business Loan Benefits?

1.jab aap central bank se business loan lete hai toh aapko loan lene par koi bhi security deposit nhi karni padti.
2.Aapko bahut hi affordable and attractive interest rate mil jata hai.
3.Bank jo aapko aapke hisab se ka loan amount provide krwati hai.
4.Aur saath hi aap log bussiness loan lene par aapka loan jaldi approved bhi ho jayega.

Central Bank Of India Business Loan Amount?

Central Bank of India business loan amount jo hai wo Minimum 1 lakh to maximum 8 lakh ke bich ki hai jiise aap apna business start kar paye.

Central Bank Of India Business Loan Interest Rate?

Central Bank of India business loan interest rate jo ki aapko bank ko pay karna padta hai wo hai 8.55% itna hai.

Central Bank Of India Business Loan Tenure?

Ab jaan lete hai ki central Bank of India business loan ki tenure yaani duration time jo hai wo Minimum of 12 months to maximum of 60 months itni hai.

Central Bank Of India Business Loan Eligibility?

Central Bank se business loan ki eligibility kuch iss prakar hai..

1. pahle toh aapke paas India ki citizenship ho.
2. Aur aap ki age kam se kam 21 years honi chahiye.
3. Aur zayada se zayada age 65 years honi chahiye.
4. Aapke paas koi na koi business hona chahiye.
5. Bank se aap sabhi tarike ke msme loan le sakte hai jiske liye aap eligibile honge.

Central Bank Of India Business Loan Documentation?

Central Bank of India  business loan ke documents kuch iss prakar hai..

1.Aapke business ka aapko per annum ke according ITR file ki report deni hogi jiske liye aap (ITR/Trade license/Establishment/Sales tax certificate).
2.Bank ki minimum 6 months ki bank statement honi chahiye.
3.Business license ka NOC aur local body license hona chahiye.
4.Income tax return iske alawa sales return or saath hi GSTR ka proof with paper work.
5.Aur iss ke saath aapko kuch company ke identity ki zarurat hogi.

Central Bank Of India Business Loan Processing Fee?

Central Bank of India ki Processing charges jo hai wo 11.2% kuch esi aur processing fee jo hai wo 0.50 jisko aapko bank ko time ke according dena hota hai.

Visit : https://www.centralbankofindia.co.in/en/cent-business

Central Bank Of India Business Loan Kaise Le / Central Bank Of India Business Loan Kaise Apply Kare?

Online method:-

Pahle toh aapko business loan ke site par visit karna hai.

Uske baad aapko loan ke option par click karna hai.

Waha jakar sabhi information ko collect karna hai.

Fir application form ko fill karna hai.

Aur apni personal aur professional details fill karna hai.

Uske baad aapke signature aur sign dena hai.

Fir aapka form poori tarah se fill ho jayega.

Offline method:-

Pahle toh aapko apne near hii branch me jana padega.

Waha se application form borrow karna hai.
Fir usko acche se fill karna hai.

Then apni details ko acche se fill karna hai.

Uske baad aapko apne sath le gaye kuch documents ko attached kar dena hai.

Then application ko apne documents ko attached kar dena hai.

Fir aapko apne authentic signature karke submit kar dena hai.

Then aapka business loan successfully submit ho jayega.

Conclusion?

Jaise ki aaj ke iss article mein humne dekha ki kis tarike se jo hai central Bank of India aapko loan provide krwata hai aur saath hii aapko uske liye kya kya documents aur kis method se hum business loan ke liye apply kar sakte hai.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Union Bank Of India Current Account Open Kaise Kare? | Union Bank Current Account? | Union Bank Of India Current Account Eligbility, Documentation Etc..

Namaskar sathiyao, Toh kaise hai aap sabhi asha karti hoon badiya honge Waise toh aapko …

Bank Of Baroda Current Account? | BOB Current Account Opening Online? | Bank Of Baroda Current Account Documents, Eligibility, Charges Etc..

Hello friends, Kaise ho aap sabhi log ummid hai sab thik thaak honge so aaj …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x