Hello bhaiyo,
Kaise hai aap sabhi log mai ummid karta hoon ki aap sabhi log khush honge aur acche honge aaj ki yah post aap logo ke bahut zyada hi khaas aur special hone waali hai aur wo isliye kyunki aaj ki iss post mein aap log janoge ki aap log kaise personal loan lene waale hai aur yah jo personal loan hai hum logh ek official bank ki madad se lene waale hai..
To mai aap logo ko bata doo ki jis bank se hum log loan lene wale hai uss bank ka naam hai IDBI Bank jii haa aur aaj aap log isi bank ki help se janoge ki aap log kaise IDBI Bank se loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log yah bhi janoge ki aap log kaise IDBI Bank se loan kaise apply kar sakte hai aur kis types ke loan ki hum log bat kar rahe hai to hum log bat kar rahe hai IDBI Bank se personal loan kaise le sakte hai aur saath hi IDBI Bank se personal loan kaise apply kar sakte hai aap log yah janoge…
Table of Contents
IDBI Bank Personal Loan Kya Hai?
To sabse pahle mai aap logo ko bata doo ki IDBI Bank ek official bank hai jisme kaafi logo ke account hai iske alawa IDBI Bank mein aapko banks ki hi tarah jo hai sabhi facilities milti hai jiski agar hum log baat kare to mai aap ko bata doo to yaha par aapko sabhi banks ki hi tarah official loan ke types mil jaate hai isi ke saath aapko loan bhi milte hai to agar aapka sawaal yah hai ki IDBI Bank personal loan kya hai to mai aap logo ko bata doo ki IDBI Bank personal loan just ek loan ka types hai jo ki aap logo ko sabhi banks mein milti hai…
IDBI Bank Personal Loan Kitna Milta Hai?
To ab jo aap logo ka next sawaal hai ab yah hai ki IDBI Bank se loan lene par aap logo ko jo loan ka amount hai yah aapko kitna milta hai to mai aap logo ko bata doo ki kyunki yah bank hai to yaha par aapko sabhi loan ke types milenge hi saath hi yaha par agar hum log baat kare ki aapko loan kitna milta hai to mai aap logo ko bata doo ki iss loan ke types yaani ki personal loan mein aap logo ko loan ka jo amount yah bhi aapko kaafi zyada milta hai aur loan ke amount ke saath hi saath jo loan ka duration hai yah bhi apko kaafi zyada milta hai to sidhe loan ke amount par aate hai to jo aapko loan ka amount hai yah aapko 5000-100000 tak ka mil jaata hai…
IDBI Bank Se Personal Loan Lene Par Aapko Byaz Kitna Dena Hota Hai?
To ab hum log agar yah jaane ki aap log jab IDBI Bank se loan lete hai aur wo bhi agar hum log as a personal loan ki baat karte hai to aap logo ko jo loan hai yah aapko kitne percent byaz aapko iska pay karna padta hai to mai aapko jaise ki bata doo ki yah jo loan hai wo aapko iska loan ka byaz aapko annually basis par pay karna padta hai aur agar hum yah jaane ki kitne percent interest rate par aapko byaz pay karna padega to yah aapka 54% ke interest rate par hota hai….
IDBI Bank Se Personal Loan Lene Par Aapko Loan Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?
To ab hum log yah jaante hai ki jab aap log IDBI Bank se loan lete hai to aapko loan mil ta kitne dino ke liye kyunki yah ek most important sawalo mein se ek hai to mai aap logo ko bata doo ki jab aap log IDBI Bank se loan lete hai personal loan to aapko loan milta kitne dino ke liye hai to iska normal answer hai ki jaisa ki aap logo ko pata hai ki aap agar personal loan lete hai to usme aapko loan ka amount ke saath saath loan ka jo dyration timing yah bhi aapko zyada mil jaata hai to mai aapko bata doo ki jab aap log IDBI Bank se personal loan apply karte hai to wo loan aapko 5 saal ke liye mil jaata hai….
IDBI Bank Se Personal Loan Lene Ke Liye Documents?
To ab hum log yah jaante hai ki jab aap log IDBI Bank se loan lene ke liye yaani ki aaply karne ke liye jaayenge to konse required documents hone chahiye…
1. To sabse pahle aapka ek active saving account hona chahiye IDBI Bank mein..
2. Iske alawa aapko apni sabhi basic eKYC complete karani hai …
3. Iske just baad aap logo ko apna address proof verify karwana hai isi ke just baad aap ko.
4. Apna occupational proof dena hoga jaise ki (Pay Slip, Salary Slip)
5. Iske baad aap logo ko apna bank ka account statement dena hoga…
IDBI Bank Se Personal Loan Kaise Le | IDBI Bank Se Personal Loan Kaise Apply Kare?
To ab hum yah jaante hai ki aap log kaise IDBI Bank se personal loan kaise le sakte hai aur sath hi aap log kaise IDBI Bank se personal loan kaise apply kar sakte hai…..
1. To sabse pahle aap logo ko IDBI Bank ke official site par jaana hai..
2. Or sabse pahle aapko apne customer id and mobile no. se login karna hoga..
3. Login hone ke baad header side mein aapko loan ka section dikhega uss par aapko click kar dena hai iske baad aapko loan ka amount choose kar lena hai..
4. Iske baad aapko duration select karna hai fir aapko apna sabhi basic details ko fill kar dena hai..
5. Isi ke saath required documents ko upload kar dena hai aur at the end aapko apna loan submit kar dena hai..
6. Ab aapka loan apply ho chuka hai approved hone ke saath hi yah aap ko aapke bank mein mil jaayega…
Kya Sikha?
Aaj humne jaana hai ki aap log kaise IDBI Banks se loan kaise le sakte hai aur saath hi aap log kaise IDBI Bank se loan kaise apply kar sakte hai…
Mujhe ummid hai ki aapko yah post pasand aayi, koi sawaal ho to comment mein pooche…
Dhanyavaad