Breaking News

HDFC Bank Se Loan Kaise Le | HDFC Bank Se Loan Kaise Apply Kare पर्सनल लोन ऑनलाइन अप्लाई करें | HDFC Bank Personal Loan Kaise Le | HDFC Bank Se Personal Loan Kaise Apply Kare

 Hello dosto kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon bahut acche or bhale change honge aur aaj mai aa chuk ahoon aap logo ke liye ek or kamaal ka concept lekar jaha par aap logo ne abhi tak mere jo mostly blog post padhe honge wo bahut zyada hi related hote hai personal loan ya personal instant loan ya fir instant loan aur baaki online loan aese hi topic se related hote hai to aaj ki iss blog post se thoda sa hatkar mai aapko ek topic ka conception clear karne waala hoon jo ki ahi business loan aur ab aap jaise ki yah baat jaante hai jo business loan hota hai kya hota hai kaise leete hai aap log business loan kaise apply karne waale hai yah saari baatein mai aapko aaj ki iss blogpost ke maadhyam se batane waala hoo to iss post ko poora padhna …

To sabse pahle jaha mai baat karta hoon ki aap logo ko pata hi hai ki business loan mostly kisliye liya jaata hai aap log jaante hai ki business loan apne aap mein hi ek bahut broad concept ho jaata hai aur broad concept iss maamle mein nahi hota ki yaha se aap lolan amount bahut high lene wale ho balki wo to main hi hota hai lekin isi ke saath aapko deadline duration aur interest rate inn sab ka bhi ek bahut bada maayna business loan ko lete wakt rakha jaata hai ab jaise ki aap log yah baat jaante hai ki business loan har ek bank aapko provide nahi karwati hai balki yah aap ko yah business loan wahi bank provide karwa sakti hai jo ki sabse pahle top level ki banks ho kyunki normal banks mein jaakar aap log personal loan le lo wahi badi baat hoti hai..

Lekin mai aapko bata dena chahta hoon ki jo aapka business loan hai isko den eke liye bhi RBI ke regulation and guidelines ke andar iss loan ko proceed kiya jaata hai ab baat kare to yah loan aapko aese financial massive banks provide karwate hai jinke liye bada amount zyada effect na rakhta ho jaise ki aapko pata hai ki naam hi jab iska business loan hai to aap log andaza laga sakte hai ki yaha par chhote mote loan amount ki to baat ki nahi jaayegi minimum bhi kisi loan ki baat ki jaayegi  to wo crore mein hoti hogi kyunki business 1 lakh ka bhi hota hai 10 lakh ka bhi hota hai 1 crore ka bhi hota hai aur 10 crore ka aur 100 crore ka aur billions mein bhi kitne loans kiye jaaye jaate hai ab normal si baat hai koi billion business wala person loan lene aayega to wo 1-2 crore ke liye to nahi aayega uske liye apne nett worth se badi ki loan amount chahiye hogi jiske liye wo loan apply kar raha hai aur yaha par agar aap business loan ki baat karte hai to uske liye jo limitation hoti hai wo bhi banks ki alag alag hoti hai ab aise mein aap ek baat samajh chuke honge ki itni badi rakam den eke liye koi bhi jo financial bank hoga uska status high hota hai to jii haa bilkul sahi baat hai aur aese hi aaj hum ek bank ke bare mein baat karne jaa rahe hai aur usi bank se aap log business loans ko kaise apply karne waale hai yah bhi aapko batane waala hoon..

To hum jis bank ki baat kar rahe hai uss bank kaa naam hai HDFC Bank  jii haa HDFC Bank ka naam sabhi logo ne suna hoga aur iss bank mein abhut se logo ke accounts pahle se hi honge to jaise ki humne upar baatki business loan ki to wo service to hai hi HDFC Bank mein iske alawa hum agar baat kare to business loan to just ek type of loan ki tarah HDFC Bank mein jabki yaha par aapko kitne types ke alag alag loan amount aur loan ke itne types mil jaayenge jiski koi had nahi hai to sabse pahle to mai aapko aapki jaankari ke liye bata deta hoon ki jo yah bank hai HDFC Bank yah ek government ya government ke under mein kaam karne waali banks ki tarah nahi ahi HDFC Bank ek private bank hai aur ab agar mainne baat kari hai private  banks ki to isse aap log samajh chuke honge ki jo aapko itni saari services ke bare mein bataya yah to just ek chhoti si information jaha par aap detail mein ghus gaye to aapko dedicated kucch din to HDFC Banks ke loan types ko detail mein study karne mein hi lagana padega aur same chhij yaha par bhi apply hoti hai ki aaj hum dedicated aapko sirf yahi batayenge ki aap log HDFC Bank se business loan kaise le sakte hai ji haa aaj mein aapka iss post ke maadhyam se ek query to definitely solve kar doonga fir jo aapke sawaal hote hai ki HDFC Bank se loan kaise le ya fir HDFC Bank se loan apply kaise kare uske ek chhote se part ko aaj mai detail mein aapko explain karne wala hoon ki aap log HDFC Bank se business loan kaise le sakte hai aapko HDFC Bank se business loan kaise milega saath hi aap log HDFC Bank se business loan kaise apply kar sakte hai aur usi se jude jo kucch facts hone waale jo=jisko agar mein simple bhasha mein samjhane ki koshsish karoo to yahi hai ki HDFC Bank se business loan aapko lena kaise hai lilke ki aapko HDFC Bank se kitna loan mil sakta hai business loan saath hi aapko HDFC Bank se uss liye gaye business loan ki aapko itna interest rate pay karna padega aapke dwara jo liya gaya business loan ahi HDFC Bank se isko yaani iss loan amount o pay karne ke liye aapko minimum kitna time mil jaata hai or bhi jo bahut si alag alag queries hongi wo mai aaj ki iss post mein aapke detail mein  exolain karne waala hoon so please iss post ko poora padhe…

HDFC Bank Kya Hai?

I know ki yah sawaal bahut hi alag sa dikh raha hai aapko aur wo isliye ki aap mein se bahut se matlab kah sakta hai ki 90% logo ko yah baat pahle se pata hai ki HDFC Bank kya hai lekin kyunki yah mera kaam ahi aur mujhe aapko yah chhij detail mein explain bhi karni hai isliye mai aapko aage yah definitely batane wala hoon ki aap log HDFC Bank se business loan kaise apply kar sakte hai aur HDFC Bank se loan kaise le sakte hai lekin isse pahle aapko pata hona chahiye ki HDFC Bank ke bare mein ..

To mai aapko bata doo ki HDFC Bank ek official bank hai jo ki india ki top level banks mein se ek hai abhi mai aapko bata doo k jo aapka HDFC Bank ye ek private bank hai to agar ismein aapko apna account open karwana hai to uske liye aapko amount pay karne padte hai ab yaha mai aapko bata dooo ki jo HDFC Bank hai ye RBI ke guidelines ke under mein rahkar kaam karti hai aur yaha par aapko job hi facilities loan amount aur baaki ke services milti hai uss par poori regulations bharat sarkar ki hoti hai…

HDFC Bank Se Kitna Loan Le Sakte Hai?

To sabse pahle mai aapko bata doo ki hum abhi sirf HDFC Bank ke sirf or sirf specific  business loan ke bare mein baat kar rahe hai baaki ke loan ko bhi mein aane waale post mein clear karoonga to abhi mai aapko bata dena chahta hoon ki yaha par business loan aapko HDFC Bank se kitna milna waala hai..

Lekin yah baat batane se pahle mai aapo specific yah baat clear kar deta hoon ki yaha se jo aap loan lene waale hai business loan iski criteria jo hai business karne waale lolgo ke hisab se alag alag hai jo ki maine aapko yah baat upar intro part mein bhi batayi thi to abhi agar mai baat karoo to mai aapko ek similar criteria batane wala hooon jo middle level par business loan jab aap loge to uss hisab se mai aapko yah describe karne waala hoon aur isi part ka andaza lagakar aap log samjh sakte hai ki iss level ke niche ke loan lene yaa upar ke loan lene par aapka jo poora report statistics hai wo kaise change ho jaayega to agar hum baat karte hai ki medium criteria ke hisab se aapko HDFC Bank se kitna business loan mil sakta hai ..

To numeric tor par bataoo to maximum 50 lakh rupees tak ki aap log business loan le sakte hai HDFC Bank se aur mai again dohra dohra doo ki business types aur alag alag businesses ke liye jo loan amount ki limitation hai wo alag alag hi hogi aur agar koi isse bhi kam ka business hoga to uske liye yah amount bhi as a limitation nahi hogi…

HDFC Bank Se AApko Kitne Samay Ke Liye Loan Milta Hai?

So abhi mai aapko ek baat batana chahta hoon ki jab aap koi bhi loan lete honge to aapo yah baat pata hogi aur nahi bhi pata hai to pata honi chahiye ki aap jab kabhi bhi kahi se bhi laon amount lete hai nahi fark padta ki aapka loan amount kitna hai kis type ke loan amount mein isko count kiya jaa raha hai lekin loan lete wakt aapko zaroor pata hona chahiye ki aapka loan amount jo ki aap le rahe hai iss loan amount ko pay karne ke time kitne time ki mil raha jise aam hasha loan duration bhi kaha jata hai aur deadline aapko zaroor pata honi chahiye usi hisabs se aapke agar hum HDFC Bank business loan ki baat kare ki aapko iss loan ko chukane ka wakt kitna mil jaata hai to mai aapko batana chaht ahoon ki business loan ki criteria alag alag hoti hai kyun sabhi logo ka business ek tarike ka aur ek hi turnover ke hisab ka nahi hota hai lekin jaise ki maine upar aapko ek middle business loan ke bare mein describe kiya ki 50 lakhs tak ka loan amount wala example to isi example ke basis par samjhenge ki apko loan kitne wakt mil sakta hai..

To HDFC Bank business loan agar aap yaha se 50 lakhs tak ka loan le rahe to aapo jo loan repayment ki jo valid time milegi wo aapko kam se kam 12 mahino se lekar ke aapko 48 months tak ka ya isse upar kucch or wakto ke liye mil sakti hai…

And again ki iss report ko clarify karne ke liye aapo reports khud dekhne padenge…

HDFC Bank Se Aapko Loan Interest Rate Kitna Dena Padta Hai?

Abhi to jaise ki humne upar abhi detail mein clear kiya hai ki aapko HDFC Bank se loan amount ki deadline aapko kitne time ke liye mil jaati hai lekin ab mai aapko ek or important point ke bare mein explain karne waala ki hoon ki jab aap log HDFC Bank business loan lete hai to aapko kitna interest rate pay karna hota hai or aap kah sakte hai ki yah bahut hi important hai jab aap koi business loan lene waale hai aapo exact pata hona chahiye ki aapko uss loan amount ka kitna byz pay karna padega…

To jaise ki mai abhi again bata doo kihum abhi sirf baat kar rahe hai ki HDFC Bank ki middle types of business loan ke bare mien ki aese amount ke jab aap log business loan lete hai to aapko uss par kitna percent interest rate pay karna padta hai..

To mai aapko bata dooo ki aapko aese types of HDFC Bank businesss loans ke upar 11% se lekar ke yah kam se kam ka hai aur zyada se zyada aapko 35% tak business loan interest rate pay karna pad sakta hai..

And again aapko accuarate repors jaane hai to aapko inki official site par jaakar information leni padegi…

HDFC Bank Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?

And again mai aapko clear kar deta hoon ki yaha par hum log saaf saaf HDFC Bank business loan ke bare mein baat kar rahe hai to yah apr ab mai aapko bata doo ki agar apko HDFC Bank se business loan chahiye to aapki kya eligibility kya criteria honi chahiye ye sab clear karoonga point wise…

1.       Sabse pahle aapko HDFC Bank se business loan chahiye to aapke paas HDFC Bank ka ek current accouut hona chahiye kyunki isi par aapko business loan mil sakta hai..

2.       Aapka jo HDFC Bank current account yah aapka ek saal se minimum activehona chahiye..

3.       HDFC Bank business loan ke liye aapke paas aapke business se jude saare official documents hone chahiye…

4.       Aap jitney bhi amount ka business loan le HDFC Bank aapko apne mahine ya poore saal ka turnover report present karni hogi and aap jitna loan le rahe hai usi ke aaspas mein aapka saal ka business turnover hona chahiye.

5.       Aap jo har saal ya har mahine ITR file karte hai uski detail information aapke business se honi chahiye..

6.       Aapki minimum age 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 saal ki umar..

7.       Aapke paas aap ki khud ki bhi personal identity documents hone bahut zaroori hai…

HDFC Bank Se Loan Lene Ke Liye Documetns :-

To bhaiyon ab mai aapko ek bahut hi important point share karne waala hoon jo ki hai ki aapko HDFC Bank business loan lete wakt kon se kon se required/mendatory documents ko upload karna hoga ya dena hoga…

Iss points ko poora dhyaan se padhna ye aapke liye bahut compulsory hai..
1.       To sabse pahla document to yahi aata hai sabse pahle aapko apne se related saari personal identity documents ko submit karna hoga jisse aapki personal verification ko process kiya jaa sake iske liye aap ( Aadhar Card, Passport, Pan Card) de sakte hai,,,
2.       Next jo aapko verfifcaton karwani hogi wo aapke residential address or aapke business address ko submit karna hoga jisse aapki location identity verification ko process kiya jaa sake iske liye aap (business reports, sales information, electricity bill, gst report) de sakte hai…
3.       Next jo aapke paas document hone chahiye wo hone chahiye aapke paas aapki business file related jaise ki aapki company haar saal GST file karti hai ki nahi iske liye GST report..
4.       Aap apni company ya business se job hi har saal ITR file karte hai uski saari details or saari reports minimum 2 saal pahle ki details…


5.       Next jo aapke paas documents honi chahiye wo aapke business ke sale tax information se related honi chahiye…

Advertisement

6.       Aapka business kitne saalo se chal raha hai turnover wagerah ki aapko saari reports mention karni hai aapko as  a documentation ki tarah…
7.       Aur last mein aapko resume dena hai jisme aap kitne saal se iss business ya company ko manage kar rahe hai uski report..
8.       Aur last mein aapke current account kabank statement..
Aur jo kucch documentation rah gayi hogi uski information aap faq se jaakar le sakte hai…

Visit : https://www.hdfcbank.com/personal/borrow/popular-loans/personal-loan

HDFC Bank Se Loan Apply Kaise Kare?

To abhi mai aapko do methods batane wala hoon jisse aap log loan apply kar sakte ho it means ki business loan aap kaise apply kar sakte ho HDFC Bank se wo clear karoonga…

HDFC Bank Branch Se Loan Kaise Apply Kare?

1.       To kyunki aapko chahiye bhi business loan to aapko sabse pahle HDFC Bank ke branch par jaakar aapko apni HDFC Bank current account details deni hogi ..
2.       Uske baad aapko unko business loan ke bare mein bata ke saari jaankari ek official business form fillup kar lena hai ..
3.       Business loan ki deadline wageah and interest aapko wahi par bata diya jaayega..


4.       Then aapko forma ko fill up karke wo saare mandatory documentation ko attach karke form ko business loan form ke saath submit kar dena hai..
5.       Saare criteria compete honge to aapke loan amount par processing fee charge karne ke baad aapka loan amount aapke bank account mein 24 ghanto mein aa jaayega….

HDFC Bank Online Loan Kaise Apply Kare?
1.       Sabse pahle aapko karna hai ki aapko HDFC Bank ki official webdite par jaakar visit karna hai unki official siite par jaane ke baad..
2.       Aapko HDFC Bank website par apna registered mobile number daalkar login karna hoga…
3.       Login kar lene ke baad aapko apni saari basic details daal den eke baad aapke saamne HDFC Bankka official web ka homepage khul jaayega..


4.       Iske baad aapko waha par business loan option ko select karna hai sabhi compulsory documents submit karna hai and apply kar dena hai…
5.       Application aapki request mein chali jaayegi agar aapki eligibility rahi to laon approval jaldi mil jaayega…
6.       And 24 ghanto ke andar aapko aapka loan amount mil jaayega processing fee cut karne ke baad…

*Note- Lekin agar aapko business loan hi lena ho to aap branch mein jaakar bank manager se saari details ko acche se samajhne ke baad loan lijiye aapko usse saari baatein samajh aa jaayegi aur in short baat loan ki hai wo bhi massive amount ki…

Kya Sikha?

To dosto aaj humne sikha ki aap log kis tarike se business loan le sakte hai jaha par hum logo ne jaana ki HDFC Bank se aap loan kaise le sakte hai aur HDFC Bank ke andar bhi aap log business loan kaise le sakte hai aur aapko maine saari chhije bahut hi explain karte hue batayi hui hai ki aap log HDFC Bank se loan kaise apply kar sakte hai aur agar mujhe iske bhi depth mein jaakar batana pade to mai aapko bata doo ki aap lo HDFC Bank se business loan kaise apply kar sakte hai and uski details bhi maine aapko kaafi dedep mein batayi hai ki aap HDFC Banks se branch se loan kaise apply kar sakte hai saath hi HDFC Bank se online loan kaise apply karenge aur wo bhi business loan…

Ummmid karta hoon ki aapko post pasand aaya ho iss post ko poora padhne ke liye shukriya koi sawaal ho to comment mein zaroor poochiye..

Dhanyavaad

About Aashish Kummarr

Check Also

State Bank Of India Home Loan Kaise Le? | SBI Home Loan? | State Bank Of India Home Loan Online? | SBI Home Loan Eligbility, Documentation, Amount Etc..

Hello friends, So kaise ho aap sabhi i hope so acche honge toh aaj mai …

Canara Bank PMMY Loan Apply Online? | Canara Bank Mudra Loan Kaise Le? | Canara Bank MSME Loan?

Hello guys, Toh kaise hai aap sabhi log ummid karti hoon behartein honge so guys …

Bank Of Baroda Mudra Yojana Loan Kaise Le? | BOB Mudra Loan Apply Online? | BOB PMMY Loan

Hello friends, Aur kaise ho aap log sabhi asha karti hoon behartein honge toh dosto …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

x