Namaskar dosto,
Kaise hai aap sabhi log ummid karti hu badiya honge toh dosto aaj ke iss article mein hum baat karne ja rahe hai ki Pradhan Mantri Mudra yojna loan hai kya aur ye konsi schmes hai jisse aap iss article ke madhyam se samjhenge toh iske baare mein hum iss article mein dekhenge ki aap log yaha se loan easily kaise le sakte hai…
Har kisi vyakti ko aaj ke time mein wo chahta hai ki wo business shuru kare aaj ki date mein hr vyakti acha se achi cheez chahta hai apni lifestyle ke liye but ye normal job se fullfill krna impossible hai even log apne normal needs bhi puri nhi kr pate isseliye log apna business start krna chahte hai jisse vo apni hr needs fulfill kr sake bina kisi preshani ke yeh aapko state bank of india jo hai aapko pmmy government dwara schmes hai jisse aap loan easily le sakte hai.
Table of Contents
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna kya Hai?
Upper humne samjha ki aap kis tarike se Pradhan Mantri Mudra yojna ka laabh utha sakte hai ye aapko aur yaha se aap loan state bank of India se easily le sakte hai jo ki sabhi bank aapko loan dilwati hai lekin unn sabhi banko mein se yeh schmes aur yeh bank aapke liye faydemanad hai.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ke kya Benefits Hai?
Ab benefits dekhte hai kon konse hai…
1.pahle toh yeh ki aapko business karne ke liye jitna bhi amount chahiye wo yaha se easily le sakte hai.
2.yaha loan lene par aap pe interest utha lgta jo aap aage chal kar easily de paye.
3.yaha se koi bhi vyakti jisse business shuru karna hai wo easily loan le sakta hai.
4.Aur Loan return karne ke liye samay kaafi thik thak mil jata hai yaha par.
5.Aur loan se related koi problem hoti hai toh bank ke employee aapki help kar dete hai.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna se kitne Amount Tak ka Amount paa sakte Hai?
Toh isme aapko jab aapko business karne ke liye jitne amount ki need hoti hai toh bank aapko kitna amount deti hai toh isme aapko 10 lakh tak ka amount diya jata hai.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ka Interest Kitna pay karna padta Hai?
Isme aapko jab loan lete hai toh uske byaj ke roop mein aapko jo interest bank ko dena hota hai wo 8.4% to 12.35% tak ka interest hai SBI bank ka.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Tenure Timing?
Ab baat kar lete hai ki state bank of India ki tenure timing jo ki aapko loan return karne ka samay deta hai wo aapko 12 to 60 months tak ka time deta hai.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Eligibility?
1.Pahle toh aap indian residence hone chahiye.
2.Iss loan ke liye aap in sabhi mein se yeh hone chahiye ki Business Owners, Entrepreneur, Retailer, Manufacturers,SME and MSME hone chahiye.
3.Aap pe kisi bhi prakar ka criminal record na ho.
4.Sath hi 6 months old SBI ka current account ya saving account hona chahiye.
5.koi bhi person jo business kar raha hai bhale uska koi bada business ya company nahi hai ya uske alawa ye service ya trading mein hai toh bhi le sakta hai.
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Documentation?
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna loan lene ke liye aapke pass kon konse documents hone chahiye…
1.Iss loan ke liye aapke pass business proof hona chahiye.
2.Saath hi aapke pass community details honi chahiye.
3.UlDAI – Aadhar Number hona chahiye.
4.Aapke pass proof of shop & establishment or any other business ke registration documents ho.
5.Saving or current account number and other account -related details hone chahiye.
6.Aur aapke pass business pan card jo ki business karne ke liye need hogi.
Visit : https://sbi.co.in/web/business/sme/sme-government-schemes/pmmy
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Contact Helpline Number?
18004253800 or 080-26599990
State Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Loan kaise Apply kare…
SHISHU YOJNA
Pahle aapko SBI ke e-mudra portal par visit karna hai.
Then aapko waha ke portal se application form provide kiya jayega.
Uske fill karna hai application form ko.
Fir aapko aadhar number provide kiya jayega for e-Kyc through UlDAI.
Complete the e-sign through OTP authentication.
Then thode time baad form successful process ho jayega.
TARUN YOJNA & KISHOR YOJNA
Sabse pahle aapko e- mudra loan ke portal par click karna hai.
Then waha ke tarun yojna aur kishor yojna par click karna hai.
Aur uss form ko acche se fill karna hai.
Then aapko apne documents ke saath attached kar dena hai application form ko.
Fir form ko check kiya jayega.
Aur saath hi aapki photo aur signature chahiye honge.
Then aapka form successful submit ho chuka hai.
Kya state bank of india ke alawa sabhi banks Pradhan Mantri Mudra yojna provide karwate hai?
Toh yes sabhi banks jo hai aapko loan yaani ki Pradhan Mantri Mudra yojna Loan ko provide karwate hai.
Kya sabhi loan collateral free loans mein aate hai yaa nahi?
No,sabhi loan toh nahi par Pradhan Mantri Mudra yojna mein aapko collateral free services di jati hai.
Conclusion?
Toh aaj ke iss article maine aapko bataya ki aap log kis tarike se yaha se loan lene ke liye eligible hone chahiye aur kis tarike ke documents hone chahiye aapke pass loan lene ke liye jisse aapke documents poore kiye ja sake.
I hope ki aapko yeh article samajh aaya ho.
Aashish Kummarr