So namaskar dosto,
Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki bahut acche bhale honge aur aap log khush honge khair agar hum khush ki baat karte hai to khush to khair kya hi honge kahi na kahi aap or mai bas sirf or sirf pareshaniyo ke bhavar mein hai lekin ho bhi kyun naa aaj ki taarikh mein all over chhij chahe aap kisi bhi cchij ki baat karo wo bina paiso kea a hi nahi sakti musibat bhi yah hai aur usse bhi zyada pareshani iss baat ki hai aap log jhud bhi news wagerah dekhte honge ya fir to aap logo ne logo ke muh se suna zaroor hoga ki aaj ki taarikh mein jo aapka ionflation hai wo itni tezi mein badh raha hai jiski koi had nahi hai aaj aap kahi bhi jaaye aur kucch bhi lelo aap khud bhui andaaza laga sakte ahi ki uss chhij ki price mein kitna bada fark aa chuka hai…
Lekin ab aap kahenge ab kar bhi kya sakte hai din par din paise ki value badh rahi hai isliye aesa ho raha hai kya aapko sach mein aesa hi lagta hai ki kya yah baat sach hai to iska jawaab hai bilkul nahi kyunki agar paise ki value badh rahi hoti to aapko chhije cheap price mein dekhne ko milne chaahiye tha naa ki keemat mein achanak se itna bada bhayankar growth as all mein to baat yah hai ki paisa aaj ki date mien apni value khota jaa raha hai bhale aap log yah chhij dekh llijiye ki aapko kitne hi bade note dekhne ko mil rahe hai to aesa kucch bhi nahi hai kyunki paisa apni value agar badhata to aapko chhijop ki keemat kam dekhne mein milti..
Lekin isse bhi badi pareshani kahi na kahi yahi hai ki aaj ki date mein jaha mahangayi itni tezi mein badh raha hai wahi par aap log dekhiye to jo logo ki salary thi wo aaj bhi wahi ki wahi hai jitna wo abhi se 2 sal pahle kamate the utna hi wo aaj bhi kama rahe hai fark kaha aya kahi par bhi nahi ulta uss 2 saal se jo inflation rate itni tezi mein badha ki logo ko apne ghar ki need poori karni ke liye logo ko overtime karna pad raha hai to ab agar baat kare ki ab hum kare to kare kya khair yah ek bahut badi samasya jiska agar koi solution nahi nikala gaya to iska bahut bura parinaam ho sakta hai or iske liye humari government hi kucch kar sakti hai lekin mai aap logo ko inflation se bachane to nahi aaya hoon lekin haa isi se judi ek samasya aayi thi mere paas ki chalo jo log extra over time kar sakte the to chalo wo to kar rahe hai lekin jo log nahi kar sakte over time ya fir wo jis jagah kaam karte hai waha hai hi nahi esa kucch to aese mein logo ko paise ki need to tab bhi pad rahi hai to jab log kahi se loan lene jaa rahe hai aese condition mein to unhen loan mil nahi paa raha hai kisi official financial sector se saath hi kisi relatives wagerah se mil bhi raha hai to woe k to itna kam amount unhen de rahe hai upar se sirf or sirf uss amount par itna zyada interest rate laga ke waapis le rahi hai jiski koi had nahi hai lekin jin logo ko nahi mil paa raha hai bhole bechare logo ko to unke paas koi option bhi nahi hain iske alawa…
To isi chhij se mai aap logo ko aaj tension mukt karne aaya hoon bhale manta hoon ki haa mai aapka mahangayi ke maamle mai kucch nahi kar sakta lekin aap kaise aasani se loan le sakte ho usmein to aapkki madad kar hi sakta hoon aur aaj ki iss post mein aap logo ko yahi jaanne ko milne waala hai ki aap log kaise loan le sakte ho aur jo mai aapko aaj ki iss post mein tarika ya step ya process job hi kahna chaho mai aapko jo kuch bhi batane waala hoon wo tarika aesa hone waala hai ki use apply karne ke liye aapko kahi bahar jaane ki bhi koi zaroorat nahi hone waali hai or sabse mai baat ki loan jaldi milne waala hai aur itne kam byaz par yaani ki itne kam interest rate par jitna ki aap agar banks wagerah se loan bhi le le to tab bhi nahi ho paata matlab ki tabhi aapko itna aasani se aur sasta loan kahi par bhi nahi milta..
To aaj hum jis online service ke bare mein baat karne waale hai sabse pahle mai aapko bata doo ki agar aaj aap logo ne iss post ko poora read kar liya to jo aapka yah sawaal rahta hai ki aap log onlinen loan kaise le saklte hai yaa fir aap log online loan kaise apply kar sakte hai basically inn saare sawalo ke jawaab aapko aaj ke iss post mein milne waale hai to mai aapko ek chhota sa overview de deta hoon ki aaj ki iss post mein hum log kya discuss karne waale hai sabse pahle hum bata de ki aaj ki iss post mein hum aapko aese online loan application se milwayenge jo aapki loan ki samasya ka samadhan nikal dega..
Jis application kaa naam hai CASHe loan jii haa CASHe laon app ke madhyam se hum aapko yah batayenge ki aap log kaise CASHe Loan app ko use karke loan paa sakte hai in short aap log janenge ki aap log kaise CASHe Loan App se loan le sakte hai or saath hi aap log CASHe Loan App se loan apply kar sakte hai or isi se judi hum aapko jaankari dene waale hai to aap logo ko bas yah poora post end tak read karna hai bass iss poore post ko end tak read kar lo aapki loan ki mostly samasya solve ho jaayegi..
Table of Contents
CASHe Loan App Kya Hai?
To mai aapko yah chhij zaroor se bataunga ki aap log CASHe Loan App se loan kaise le sakte hai yaani ki kaise aap log CASHe Loan App se loan le paayenge aur isi ke saath mai aapko yah bhi bataunga ki aap log CASHe Loan App se loan apply kaise kar sakte hai lekin yah sab batane se pahle aapko detail mein batana bahut zyada zaroori hai ki aap log kis application se loan le rahe hai aur baaki ki saari details ..
To mai aapko bata doo ki CASHe Loan App ek Indian app hai jo ki saal 2016 mein bharat mein launch kee gayi thi yah app ek bahut purani application hai jiski baat kare to aaj tak mein iske google play store application par 5 million se zyada downloads ho chuke hai aur aaj tak wo user stay karte hai to isse aap samajh sakte hai ki yah application kitne kaam ki hai ab iss application yaani ki CASHe Loan App se loan lena sahi hai ki nahi to mai aapko bata doo ki jo CASHe Loan App hai yah bharat sarkar ki rules and regulation ko follow karti hai aur RBI ke guidelines ke under mein kaam karti hai to iss application se loan lena aapka ekdam safe and secure hai..!!
CASHe Loan App Se Kitne Amount Tak Ka Loan Mil Sakta Hai?
To abhi mai apko sabse pahle yah bataoo ki aapko kitne amount tak ka loan mil sakta hai ki CASHe Loan App se yah to mai aapko bataunga lekin yah batane se pahle mai aapko bata doo ki kisi bhi loan service platform ke paas kayi types ke loan hote hai jo wo apne customers ke liye available karwaaati hai lekin mai aapko bata doo yaha par bhi aapko kuch aesa hi dekhne ko mil jaata hai yaani ki CASHe Loan App ke paas bhi kayi saare types ke loan services hai isko hum aage samajhne ki koshish karenge lekin isse pahle mai aapko bata doo ki aapko kam se kam CASHe Loan App se itna loan mil sakta hai..
To aapki jaankari ke liye aapko CASHe Loan App se 5000 rupees se lekar ke aapko 500000 tak ka loan aapko total CASHe Loan App se mil sakta hai..
CASHe Loan App Instant Loan:- To jaisa ki maine aapko bataya hi tha ki ki aapko CASHe Loan App par kyi sare types ke loan mil jaate hai ab saaf baat hai ki sabhi types ke loan aapko personal loan lene waalo ko nahi mile waala hai lekin mai aapko bata doo ki yaha se aapko CASHe Loan App se instant loan mil sakta hai aur instant loan ke bare mein aap log acche se jaante hai ki iss types ke loan mein aapka loan amount badi jaldi approved ho jaata hai saath hi jo loan hain us par aapka kisi bhi type ka koi byaz bhi nahi lagta kyunki loan amount chhota milta hai..
Ab example ke liye mai aapko bata doo ki aap log CASHe Loan App se kitna loan instantly paa sakte ho to yaha se aap 5000-20000 rupees tak ka loan instantly paa sakte hai CASHe Loan App se..
CASHe Loan App Personal Loan:- To abhi mai aapko batane waala hoon ki ab aap yaha se CASHe Loan App se kitna loan amount personal loan as a le sakte hai lekin isse pahle mai aapko bata doo ki yaha se aapko personal loan milta hai personal loan ke bare mein aap log acche se jaante hain ki iss types ke loan amount mein aapko laon amount zyada mil jaata hai aur saath hi loan zyada milne ke saath hi saath aapko loan ki duration bhi zyada mmil jaati hai..
To abhi mai aapko bata doo ki aap logo ko CASHe Loan App se kitna loan amount personal mil sakta hai to yaha se aap log 20000-500000 rupees taka k loan personaly le sakte hai..
CASHe Loan App Aapko Loan Kitne Byaz Par Deta Hai?
To yaha jaise ki hum log most pooche jaane waale question ki taraf dhire dhire rookh kar rahe hai lekin mai apko batana chahta hoon ki agarb aap log in future loan le lete hai CASHe Loan App se to yaha se loan lene par aapko kitna percent interest rate lag sakta hai yah aapka janna bahut zyada zaroori hai iske liye mai aapko hamesha ek chhij batana chahoonga ki jo aap log loan lete hai uske saath sath us loan amount ka time period poochte hai yah sawaal bhi aapka isi ke saath hamesha juda hona chahiye ki aapko diye jaane waale loan amount par kitna byaz aapko pay karna padega..
Khair agar hum baat karte hai CASHe Loan App ki to yaha par mai aapko bata doo ki yaha par aapko monthly interest rate pay na karke aapko yearly basis par aapko loan Pay karna padega..aur aapko jo CASHe Loan App se lolan amount ka byaz bharna padega wo hoga aapka maximum 36% interest rate
..
CASHe Loan App Se Aapko Loan Kitne Time Ke Liye Milta Hai?
To abhi mai aapko yah explain karne waala hoon ki jab aap log in future CASHe Loan App se loan lenge to aapko kitne time duration ke liye aapko yaha se loan amount milega to mai aapko bata doo ki aap jab kisi bhi platform par loan lene jaate hai to waha par aapko multiple options milte hai loan ko choose karne ke aese mein job hi aap log apne need ke according loan amount ko choose karte hai wo loan ka amount bhi alag hota hai aur time bhi alag yah same chhij aapko CASHe Loan App mein bhi aapko dekhne ko mil jaaata hai..
Baat kare ki maximum aapko kitne samay ke liye aapko CASHe Loan App se loan mill sakta hai to mai aapko bata doo ki yaha par jo aapko loan duration hai wo aapko 1 year se lekar ke 3 years ke bich tak ka aapko time duaration mil jaata hai..
CASHe Loan App Se Loan Kon Kon Le Sakta Hai?
To abhi mai aapko yah explain karne waala hoon detail mein ki aap mein se kon kon jo hai wo CASHe Loan App se loan le sakte hai aakhir wo kya eligibility or kya criteria hai inn saari baato ko aaj hum clear karne waale hai to yah baat mai aapkom point wise samjhane ki koshish karoonga..
1. Sabse pahle jis bhi vyakti ko person ko CASHe Loan App se loan lena hai sabs epahle to wo bharat ka niwasi hona chahiye yaani ki Indian residential.
2. Ab next ki baat kare to jis bhi person ko loan chahiye uske paas uske personal sabhi identity proof hone chahiye jise uss person ke human identity verification ke saath hi saath use aur bhi types ke verification process ko complete kiya jaa sake..
3. Next jo criteria hai jo aapke paas hona chahiye agar aapko CASHe Loan App se loan lena hai to aapke paas koi na koi kaam hona chahiye jisse ki ap jitne bhi amount ka loan lete hai to aapko loan ki emi ya byaz jo hai wo aapke salary se pay ho sakr iske liye aapka occupation verification process ko complete kiya jaayega…
4. Next jisko bhi loan chahiye CASHe Loan App se uski mminimum age 21 saal honi chahiye aur zyada se zyada 56 years kyunki yahi criteria ko follow karta hai CASHe Loan App .
5. Ab last mein baat kar to aapke paas aapka active bank account hona chahiye jaha par aapko CASHe Loan App apply kiya hua loan le sake..
CASHe Loan App Se Hi Kyun Loan Le?
Ab waise iss sawal ki baat kare to yah sawaal bhi ek logical sawaal hai or bahut aam baat hai ki jaha aaj ki taarikh mein itne saare online platform or online application available hai itni saare option mein se CASHe Loan App hi kyun to iska answer mein point wise doonga…
1. Sabse pahla benefit yah ki aap ko CASHe Loan App se loan kyun lena chahiye to iska pahla jawaab hai ki iss application se apply karne se lekar loan receive karne tak ka jo poora process hai wo online hai iske liye aapko bahar kahi nahi jaana..
2. Aapko bahut jaldi loan provide karwa diya jaaata hai CASHe Loan App ki madad se..
3. Aapko CASHe Loan App se isliye lena chahiye kyunki yaha par least documentation mein bhi aapko loan mil jaata hai..
4. CASHe Loan App se loan lene par sabse bada main faayda yah hai ki yaha par aap loan amount ko kisi bhi payment method ke maadhyam se de sakte hai..
5. Yaha se loan lene par aapko abhut kam interest rate pay karne padte hai aur yah bhi ek kamaal ka faayda hai CASHe Loan App se loan lene ka
6. Last mein yaha se aapko CASHe Loan App se aapko job hi loan amount milta hai wo aapko long duration ke liye mil jaata hai..
CASHe Loan App Se Loan Lene Ke Liye Documentation ?
To abhi mai aapko yah batane waala hoon ki aap log CASHe Loan App se loan to lene chale jaaenge lekin waha par jo required documentation hai wo kya hogio wo mai apko point wise discuss karne waale hai..
1. Sabse pahle yaha par jo aapko sabse pahle document jama karwana hoga jisse aapkoapna personal verification complete karwana hoga iske liye aapko apna ( Aadhar Card, Pan Card, Voter Id Card) de saklte hai iss document se aapki human identity verification ko complete kiya jaata hai..
2. Ab hum next ki baat kare top aapke paas aapka residential identity hona chahiye jisse aapki location ki proof ko identify kar sakte hai iske liye aapke paas ( Electricity Bill, rent agreement) de sakte hai..
3. Next jo aapke paas document hona chahiye wo hona chahiye aapka kaam se related aapka occupation verification isi se complete karwaya jaa sakta hai ( Form 16, Salary Slip) de sakte hai..
4. Aur last mein aapko apna active bank account ki picchle 6 months ki bank ac statement aapko jama karani hogi….
CASHe Loan App Sen Loan Apply Kaise Kare?
To ab mai aapko bataunga ki aap log CASHe Loan App se loan apply kaise kar sakte hai saare steps aapko maine point wise diye huye hai..
1. Sabse pahle aapo apne phone ke menu bar mein jaana hai waha jaane ke baad aapko google play store app par click karna hai..
2. Iske baad aapko google play store mein search button par click karke type karna hai CASHe Loan App or search kar dena hai..
3. Search result aane ke baad aapko CASHe Loan App ko apne phone mein install karna hai..
4. Iske baad aapko CASHe Loan App ko open karna hai or apne mobile number se ya google account se login kar lena hai..
5. Iske baad aapko apni sabhi basic details daal deni hai iske baad aapka homepage aa jaayega..
6. Iske baad aapko loan option par click karke loan type select karna hai fir ek form ko fill kar dena hai aur last mein aapko apnio salfie aur eSign kar dena hai..
7. Ab aapka loan ka request application jaa chuka hai ..
8. To agar aap eligible huye to 24 ghanto ke andar aapka loan amount aapke bank account mein hoga..
Kya Sikha?
To aaj humne sikha ki aap log kis tarike se online loan le sakte hai matlb ki aap sabhi log online loan kaise apply kar sakte hai uss ke bare mein hum logo ne jaana saath hi yah bhi jaana ki aap log CASHe Loan App se loan kaise le sakte hai or saath hi yah bhi ki aap log kaise CASHe Loan App se loan apply kar sakte hai isi ke depth mein aapko dikhayi dega ki kaise CASHe Loan App se aap log personal loan le sakte hai or CASHe Loan App se personal loan apply kar sakte hai…
Mujhe ummid hai ki aapko yah post pasand aaya hoga koi sawaal ho to comment mein pooche..!
Dhanyavaad